Skip to main content

Replies sorted oldest to newest

Sunidhi Chauhan, whose life is often mentioned as that of a princess locked in the pages of a fairy tale, was born on 14th August 1983.

She crooned her first number Ladki Diwani (Shastra) in 1994, went on to win the mega final of Meri Awaaz Suno in 1996, has sung for over 2500 Hindi and regional language songs till date. She walked into the world of music as a little girl in a talent search TV music show. She showed no nervousness. Rather, only a confidence that took audience by surprise.
Sunidhi began performing when she was five. Her dad, Mr. Dushyant Chauhan, was the first one to spot her immense potential and realize that they had a prodigy on their hands. TV host Tabassum spotted her at a show and reinforced her dad's belief which made him shift to Mumbai with his entire family to develop her talent. They moved to the city of dreams and into music director Kalyanji 'bhai's Little Wonders troupe, in which she was the lead singer.
Fame really came to her, though, only through the TV show Meri Aawaz Suno. The prize for the winner was to cut an album with HMV. Sunidhi won and recorded Aira Gaira Nathu Khaira with HMV. However, this was promoted as a kid's album and did not do justice to Sunidhi's immense talents.
Although her first break in a Hindi film was in the film Shastra, her first breakthrough however was Ram Gopal Verma's Mast. She sang the hit Ruki Ruki Si Zindagi and also three other songs (including Mast) in the film. Sandeep Chowtha's first film as a composer
got an ideal virgin voice in Sunidhi and her song became the most memorable number in the film. She added yet another feather to her cap by bagging the R D Burman award for the most promising newcomer at the Filmfare Awards 2001. Not one to rest on her laurels, she started training in Indian classical music so she could improve her skills. She also loves Western music and Mariah Carey and Michael Jackson top her list of favorites. Her ambition is to achieve global fame like them.
FM
THE MAGIC OF SUNIDHI CHAUHAN:

Awards and Achievements

2007 - IIFA Award Best Female Playback Singer - Beedi for Omkara
2007 - Filmfare Award Best Female Playback Singer - Beedi for Omkara
2006 - Star Screen Award Best Female Playback Singer - Beedi for Omkara
2005 - Zee Cine Award Best Playback Singer - Female -Dhoom Machale
2005 - IIFA Awards Female Best Playback Singer - Dhoom Machale
2004 - Star Screen Award Best Female Playback - Sajna Ve Sajna (for Chameli)
2001 - R. D. Burman Award for most promising newcomer
2000 - Filmfare R.D. Burman Award for New Music Talent

Live Performance at the Commonwealth Games 2006

.
FM
THE MAGIC OF SUNIDHI CHAUHAN:

AN INTERVIEW WITH SUNIDHI:

We caught her just after a day she came back from Paris.

Excerpts from the Interview:

Hi Sunidhi, How's life?

Hi, Poocho Math.
You know that I went to Paris and came back only yesterday and more importantly, Richard Clayderman, the renowned pianist is using the title track of ËœUff Kya Jadoo Mohabbat Hai" sung by me in his personal album. These days, you believe it or not, I record as many as four songs per day, which is very hectic to me, but I love it.

Could we ask about your marriage with Bobby Khan, if you don't mind?

Please never do that. I have completely forgotten that sad phase of my life. That marriage made everybody's life miserable. My parents were greatly hurt. After a while, we decided, we could not leave together and we separated. I was living with Annu Kapoor Ji who treats me like his own daughter. Now everything is Okay and I am back to my parents. And that's all about that, pleaseeee.

What are your immediate plans?

There is only plan, to go on singing. I have already crossed 2,000 and I would like to go for 20,000 or more. My career is just beginning and I want to sing forever. By god's grace, I am singing in Richard's international album. I am not averse to marriage and may think of it after sometime.

What is your opinion on other playback signers of today?

I do not want to comment on anybody or pass remarks. All I wish to say is the golden era of Lataji and Ashaji were over when Alkaji and Kavithaji came to the limelight. I regard Alkaji as the best as she is in industry for more than 25 years and I guess she will go strong for another decade. I also respect Shreya for her talents and her nice songs. We both are kids in front of Alkaji. I am happy to have my own domain in the music scene. You are recognized by the people, you are invited everywhere. What else you want?
No more questions please.
.
FM
THE MAGIC OF SUNIDHI CHAUHAN:

She has music in everything she does. Sunidhi was passionate about music ever since she was a kid and later went ahead to showcase her talent in a larger platform. She is a heartthrob with her scintillating voice that suits perfectly an item number to a romantic song. This new age wonder is going through a terrific phase of her career, rendering one hits after another. From MIO here is an exclusive collection of her best songs!

NEXT WE WILL LOOK AT SONGS FROM "THE BEST OF SUNIDHI CHAUHAN PART 1"
.
FM
THE MAGIC OF SUNIDHI CHAUHAN:

"THE BEST OF SUNIDHI CHAUHAN PART 1"

(1) Ishq Kabhi Kariyo Na

Ishq na kar ke dariyo, ishq hi kariyo na
Mar gaye ishq mein aashiq, aashiq baniyo na
Mar gaye ishq mein aashiq kitne aashiq baniyo na -2
Ishq kabhi kariyo na, ishq kabhi kariyo na -2
Ishq da rasta bada kathhin, ye rasta badhhiyo na
Ishq kabhi kariyo na, ishq kabhi kariyo na -2

Jogiyon ko haay jaise jog lag jaate hain
Aashiqon ko pyaar waale rog lag jaate hain
Akhiyon hi akhiyon mein raat kat jaati hai
Bhukh mar jaati hai, neend loot jaati hai
Dil na chain se jeene dega, dil ki suniyo na
Ishq kabhi kariyo na, ishq kabhi kariyo na -2

Dil waala dhhundhhta hai dil ka thhikaana
Galiyon mein ghoomta hai banke diwaana
Seene mein lagne de duniya ke taane
Bante hain ban jaane dein sau fasaane
Baat bane toh thheek warna zid pe adiyon na
Ishq kabhi kariyo na, ishq kabhi kariyo na -2
Kariyo na, (ishq kabhi kariyo na, ishq kabhi kariyo na) -2
Mar gaye ishq mein aashiq kitne aashiq baniyo na
Ishq da rasta bada kathhin, ye rasta badhhiyo na
Ishq kabhi kariyo na, ishq kabhi kariyo na -4

.
FM
THE MAGIC OF SUNIDHI CHAUHAN:

"THE BEST OF SUNIDHI CHAUHAN PART 1"

(2) Mehboob Mere

--MALE--
Dhola dhol manjeera baaje re, oh
Kaadhi teechro ghaghra naa jaaro baaje re

--FEMALE--
Mehboob mere
Mehboob mere, mehboob mere
Teri aankhon se mujhe peene de
Kuch dard hai mere seene mein
Mujhe mast mahaul mein jeene de - 3
Mehboob mere, mehboob mere
Teri aankhon se mujhe peene de
Kuch dard hai mere seene mein
Mujhe mast mahaul mein jeene de - 4

--MALE--
Aah dhola, oh dhola, oh dhola

--FEMALE--
Mujhe mast mast mujhe mast mast
Mujhe mast mast haan mast mast
Mujhe mast mast haan mast mast
Haan mast mast mujhe mast mast

Aankhon mein kaajal, pairon mein paayal
In adaaon se main karoon sab ko ghaayal
Mehboob ki mehbooba tarse
Sach kehde pyaar yeh kab barse
Main teri dulhan banne ko nikli hoon
Sajadhaj ke ghar se
Mehboob mere
Mehboob mere, mehboob mere
Teri aankhon se mujhe peene de
Kuch dard hai mere seene mein
Mujhe mast mahaul mein jeene de - 4

Mujhe mast mast mujhe mast mast
Mujhe mast mast haan mast mast
Mujhe mast mast mujhe mast mast
Mujhe mast mast haan mast mast
Mast mast mast mast mast mast mast mast mast mast

Yeh nazar hamaare hai badi karaari
Samjho voh jeeta jispe dil haare
Haan ishq mohabbat karle tu
Yeh pal naa tehrege kal ko
Aa narmi le meri aankhon se
Kuch pataa nahin kya ho kal ko
Mehboob mere
Mehboob mere, mehboob mere
Teri aankhon se mujhe peene de
Kuch dard hai mere seene mein
Mujhe mast mahaul mein jeene de - 4
Mujhe mast mast mujhe mast mast
Mujhe mast mahaul mein jeene de
Haan mujhe mast mast mujhe mast mast
Mujhe mast mahaul mein jeene de

.
FM
THE MAGIC OF SUNIDHI CHAUHAN:

"THE BEST OF SUNIDHI CHAUHAN PART 1"

(3) Sajna Ve Sajna

Mann saath samandar dol gaya jo tu aankhon se bol gaya?
Oh? mann saath samandar dol gaya jo tu aankhon se bol gaya
Le teri ho gayi yaar sajna ve sajna, ho sajna mere yaar sajna ve sajna
Jo saath samandar dol gaya tere pyaar mein le bin bol gaya -2
Le teri ho gayi yaar sajna ve sajna, oh sajna mere yaar sajna ve sajna

Oh re oh sajna oh...
Tujhe bhar loon apni aankhon mein, in aankhon ko main kholoon na
Kholoon apni baaton main phir is duniya se boloon na
Bhar loon apni aankhon mein, in aankhon ko main kholoon na
Kholoon apni baaton main phir is duniya se boloon na
Ho...
Main dekhoon main baat karoon tere saath jeeyoon tere saath maroon -2
Le teri ho gayi yaar sajna ve sajna, ho sajna mere yaar sajna..
Sajna?sajna...

Tu aur kissi ka na hona, main jeete jee mar jaaungi
Teri khaatir duniya se ab tanha hi lad jaaungi
Aur kissi ka na hona, main jeete jee mar jaaungi
Teri khaatir duniya se ab tanha hi lad jaaungi
Maine tujhko kahaan piya ye tan-man tere naam kiya -2
Le teri ho gayi yaar sajna?oh sajna mere yaar sajna ve sajna
Mann saath samandar dol gaya jo tu aankhon se bol gaya?
Oh? mann saath samandar dol gaya jo tu aankhon se bol gaya
Le teri ho gayi yaar sajna ve sajna, ho sajna mere yaar sajna ve sajna
Ho?sajna?sajna?sajna?sajna?sajna?
.
FM
THE MAGIC OF SUNIDHI CHAUHAN:

"THE BEST OF SUNIDHI CHAUHAN PART 1"

(4) Dupatta Beimaan Re

(chori chori, chupke chupke
chori chori, chupke chupke
dheere dheere haule haule
nikale deewano ki jaan re
sar se sarakta jaaye
dupatta beimaan re) - 2

(mere dupatte ke rang mein
hua sajan rangeela
yeh dupatta nasha hai
saara jahan hai nasheela) - 2
hai kayee iss mein taare
aasmaan ke saare
dil mein machaa de toofan re
sarse sarakta jaaye
dupatta beimaan re
chori chori, chupke chupke
dheere dheere haule haule
nikale deewano ki jaan re
sar se sarakta jaaye
dupatta beimaan re

(chain churake tere
dil mein machaa de hulchul
karde deewana aise
ho jaaye pal mein pagal) - 2
hai aisa iska jadoo
ke jahan hua bekaboo
dil mein jagaa de shaitaan re
sarse sarka
sarse sarka jaaye
dupatta beimaan re
chori chori, chupke chupke
dheere dheere haule haule
nikale deewano ki jaan re
sar se saraka jaaye
dupatta beimaan re
.
FM
THE MAGIC OF SUNIDHI CHAUHAN:

"THE BEST OF SUNIDHI CHAUHAN PART 1"

(5) Aisa Jaadoo

Aaisa Jadoo Dala Re...(2)
Aisa Jadoo Dala Re...(2)
Surmayi Hai Ujala Re
Aisa Jadoo Dala Re
Jo Meri Zulfon Se Khele Re
Bahon Mein Mujhko Le Le Re
Aisa Hai Koi Dilwala Re...(2)

Aayi Re Main Aayi Aayi Aayi
Masti Banke Chayi Chayi Chayi
Hosh Kisi Ko Na Aaye Re
Mitha Zehar Chadta Hai Re
Aisa Labon Ka Yeh Pyala Re...(2)
Aisa Hai Koi Dilwala Re...(2)

Dheere Dheere Hole Hole Hole
Mera Dil Bhi Dole Dole Dole
Sholay Ke Jaisa Bhadkega
Sari Umar Woh Tadpega
Aisa Jiya Ko Hai Ochala Re...(2)
Aisa Hai Koi Dilwala Re...(2)
Aaisa Jadoo Dala Re
.
FM
THE MAGIC OF SUNIDHI CHAUHAN:

"THE BEST OF SUNIDHI CHAUHAN PART 1"

(6) Baras Ja

Its Raining Love - 4
Yeh Pyaas Kahi Kar De Na Mujhe Paagal
Baras Jaa Aye Badal Baras Jaa - 4
Jee Bhar Ke Bheegode Aaj Mere Tan Ka Sandal
Baras Jaa Aye Badal Baras Jaa - 4
Its Raining Love - 4

Its Raining Love - 4
Leti Hain Nazaroka Is Dil Mein Angdai
Tu Kya Jaane Yeh Kya Hain Badan Ki Tanhai) - 2
Mann Chahe Teri Baahon Mein Ham Jaaye Pighal
Baras Jaa Aye Badal Baras Jaa - 4
Its Raining Love - 4

(everywhere - 2
Love Is - 2 In The Air) - 2
Baras Jaa Aye Badal Baras Jaa - 2
Its Raining Love - 4
(its Raining Love
Tu Hamko Duboke Rakhde Apni Chaho Mein
Ab Chain Hamein Bas Milta Hain Teri Panaaho Mein) - 2
Ham Tere Bina Rehtein Hain Hamesha Hi Bekhal
Baras Jaa Aye Badal Baras Jaa - 4

Yeh Pyaas Kahi Kar De Na Mujhe Paagal
Baras Jaa Aye Badal Baras Jaa - 4

BARAS JAA MP3 : TST:

..
FM
THE MAGIC OF SUNIDHI CHAUHAN:

"THE BEST OF SUNIDHI CHAUHAN PART 1"

(7) Ishq Samundar

RAJ ANAND
Ishq jab had se paar ho jaaye
Zindagi beqaraar ho jaaye
Ishq itna bhi na jataao ke
Husn sar pe sawaar ho jaaye

SUNIDHI
Mera yaar mila de mujhko, doon laakh duaaein tujhko
Haan, mera yaar mila de mujhko, doon laakh duaaein tujhko
Deedaar bina dilbar ke kuch soojh raha na mujhko
Usse dil ki baat bata dega meri aankhon ka manzar

RAJ ANAND
Hoye ishq samandar dil de andar, ishq samandar dil de
Ishq samandar dil de andar, ishq samandar dil de andar

SUNIDHI
Mera yaar mila de mujhko, doon laakh duaaein tujhko
Deedaar bina dilbar ke kuch soojh raha na mujhko
Koi bewafa nahin hota, dil ka bura nahin hota - 2
Kismat se deewaanon ka har waqt bhala nahin hota
Seena chhalni ho jaata hai jab chale waqt ka khanjar

RAJ ANAND
Hoye ishq samandar dil de andar, ishq samandar dil de
Ishq samandar dil de andar, ishq samandar dil de andar

SUNIDHI
Mera yaar mila de mujhko
Mera yaar mila de mujhko, doon laakh duaaein tujhko

RAJ ANAND
Bewafa se bhi pyaar hota hai - 2
Yaar kuch bhi ho yaar hota hai

SUNIDHI
Tujhse hi pyaar hai karna, tera intezaar hai karna - 2
Mere liye to jeena, tere ishq mein hai marna
Kitna aur kab tak bhaagega daulat ke liye sikandar

RAJ ANAND
Hoye ishq samandar dil de andar, ishq samandar dil de
Ishq samandar dil de andar, ishq samandar dil de andar

SUNIDHI
Mera yaar mila de mujhko, doon laakh duaaein tujhko
Deedaar bina dilbar ke kuch soojh raha na mujhko
Usse dil ki baat bata dega meri aankhon ka manzar

RAJ ANAND
Hoye ishq samandar dil de andar, ishq samandar dil de
Ishq samandar dil de andar, ishq samandar dil de andar

ISHK SAMUNDAR MP3:

.
FM
THE MAGIC OF SUNIDHI CHAUHAN

"THE BEST OF SUNIDHI CHAUHAN PART 1"

(8) DHOOM MACHALE DHOOM MACHALE

Ishq ishq karna hai kar le
Ishq ishq mein jee le mar le
Ishq ishq hai sab se pyaara
Ishq ishq karna hai kar le
Ishq ishq mein jee le mar le
Ishq ishq na ho dobaara
Ishq hi to zindagi hai
Ishq hi to har khushi hai
Ishq mein khud ko bhulaake jhoom

Dhoom machaale dhoom machaale dhoom - 4

(Hota hai kya ishq hota hai kya
Deewaanon se poochh le
Yeh machalte hain kyoon
Hanske jalte hain kyoon
Parwaanon se poochh le) - 2
Ishq ke din chaar pyaare
Ishq ho ek baar pyaare
Ishq ki parchhaaiyon ko choom

Dhoom machaale dhoom machaale dhoom - 4

(Tanha koi kabhi jee na sake
Sab ko yahan hai pata
Bekhabar ajnabi mere dil ne jo ki
Tu bhi kar le haseen voh khata) -2
Ishq mein har pal maza hai
Ishq dhadkan ka nasha hai
Ishq ki galiyon mein aake ghoom

Dhoom machaale dhoom machaale dhoom -4

You want more? Are you sure?
Okay, one two three four
Ishq ishq karna hai kar le
Ishq ishq mein jee le mar le
Ishq ishq hai sab se pyaara
Ishq ishq karna hai kar le
Ishq ishq mein jee le mar le
Ishq ishq na ho dobaara
Hana, hshq hi to zindagi hai
Ishq hi to har khushi hai
Ishq mein khud ko bhulaake jhoom

Dhoom machaale
Dhoom machaale dhoom machaale dhoom -3

.
FM
THE MAGIC OF SUNIDHI CHAUHAN:


Sunidhi Chauhan has been receiving multiple accolades of late. The singer, who has kept away from music reality show, has now been busy singing and promoting her song Taaza Ho Ley.


Personally, I found the video very touching. It is about married women who stop pursuing their dreams after marriage and then decide to revive their passion. It inspires women to break the shackles of monotony and pursue their long lost dreams. I am sure every woman will identify with it." Here's to the initiative.
.
FM
THE MAGIC OF SUNIDHI CHAUHAN

"THE BEST OF SUNIDHI CHAUHAN PART 1"

(9) Oh What A Baby

Hoo...ye...aa...aa...aa...
Ye ye ye, ye ye ye

Ye ye ye, diwaana hai mera -4
Saare kunwaare, yehi pukaare
Jab chhanke paazeb
Oh what a babe -4
Ye ye ye, diwaana hai mera -4
Saare kunwaare, yehi pukaare
Jab chhanke paazeb

Oh what a babe -4

(Mere husna se pighle sona
Mujhe dekho lekin chhuwo na) -2
Har ek nazar ye bole
Bas mere dil mein rahona
Saare kunwaare, yehi pukaare
Jab chhanke paazeb

Oh what a babe -4

(Main khwaab khuli aankhon ka
Armaan sab ki baahon ka)
Meri ek nazar se dil mein
Lag jaaye mela aankhon ka
Saare kunwaare, yehi pukaare
Jab chhanke paazeb

Oh what a babe -4

(Ye ye ye ... Diwaana hai mera) -4

Saare kunwaare, yehi pukaare
Jab chhanke paazeb
Oh what a babe -4

Oh what a babe -4
Say what? -2 I like that
Ooh...ooh...
.
FM
Last edited by Former Member
quote:
I view Sunidhi as the Asha Bhosle of this generation


Ri, she is, and even some more, so many hits boggles the mind.

Playback singer Sunidhi Chauhan was having it rough in her personal life for a long time. Her parents were livid with her because she eloped and married director Bobby Khan. And they cut off all ties with her.

Just like Asha B eh Wink

.
FM
THE MAGIC OF SUNIDHI CHAUHAN:

She never had any formal training in classical music, nor does she believe in classes for dictionary. "l am a quick learner and what better teacher than first-hand experience?"



Also, 19-year-old Sunidhi Chauhan is honest - honest enough to declare: "I am still learning English. Please bear with me!" Honest enough to say that she yearns to meet her parents who haven't spoken to her since her elopement and marriage to choreographer Ahmed Khan's brother Bobby. No pretensions. No filmy 'jhatkas'. Born and brought up in Delhi, this child star has been in love with music and the stage ever since she can remember.

Not surprising then, that Sunidhi began performing when she was five. TV host Tabassum spotted her at a show and
convinced the eight-year-old to give Mumbai a chance - to develop her talent. So Sunidhi moved to the city of dreams and into music director Kalyanji'bhai's Little Wonders troupe, in which she was the lead singer. "But the shows did not give me enough time to learn. And that's why I quit."

Life after that was one big struggle - an 'antara' somewhere, a 'mukhda' in some other song, waiting for hours for music directors to hear her demo tapes. Then came a recording of an Oriya number with Sonu Nigam, who recommended her to music director Sandeep Chowta for the movie 'Mast'. From then on, there has been no 'Ruki ruki si zindagi' for Sunidhi.

FAST FORWARD:M0RE ON SUNIDHI

Music is: "My life, my passion and my love."
Music means: "The world to me."
Starting young, eh? "But I am not here to fade out quickly."
'Mast' was... "my breakthrough. It has become my identity. Yes, I am 'mast'!"
'Ajnabee' is... "a twist in my career. People realised that I could sing any type of song."
What embarrasses you? "Too much praise, repeated too often."
Performing on stage... "definitely does not make me feel nervous. My first thought is that the show must go on."
Mumbai or Delhi? "Mumbai. It has given me everything - name, fame and the love of my life.
Although I do miss Delhi and its bylanes."
My parents mean... "the world to me. Nobody can take their place in my life, just like music."
On inter-religious marriages: "Love is all that matters. Religion is of no consequence. God is a power, you cannot impress Him by breaking 100 coconuts and bowing before him every day!"
On playing housewife: "I am never at home long enough. So I don't even know how to cook, forget being a housewife. I can barely manage some Maggi and tea."

About not completing her education: "That does not bother me at all. I am what I am. Take it or leave it." Looks or voice? "Both in equal proportions. Just having a good voice was okay in the days of yore. Today, people expect you to be presentable on stage; you have to look good. And I am not bad!" Favouritism in the music industry... "definitely exists. People can be very mean. My marriage gave them an opportunity to knock me down, gossip about me. Why can't people stay out of my personal life? The only music director who stood by me through thick and thin was Anu Malik


But at the same time, life would be very dull without politics and lobbying, wouldn't it? One just has to learn to accept it!" You are terrified of being remembered as... "a bad singer. God forbid!" Futurenama: "To be better than what I am. To be able to perform like Britney Spears. She's fantastic." The essence of Sunidhi: "A 19-year-old emotional child-woman, who can be very 'ziddi'."

.
FM
THE MAGIC OF SUNIDHI CHAUHAN:

"THE BEST OF SUNIDHI CHAUHAN PART 1"

(11) SONIYE:

Music Director : Himesh Reshamiya
Singer : Himesh Reshamiya, Sunidhi Chauhan

Soniye, soniye, soniye, soniye
Soniye, soniye, soniye, soniye

Tu hi tu hi meri manzil
Tu hi chaahat mein hai shaamil
Tu hi tu hi meri manzil
Tu hi chaahat mein hai shaamil

Kuch aisa keh do jaan-e-dil
Tere bina meri subah nahi jalti
Tere bina meri shaam nahi dhalti
Tere bina meri jaan hai pighalti

Soniye, soniye, soniye, soniye

You are my love, you are my life
You are the one deep in my heart
You are my love, you are my life
You are the one deep in my heart

Tu hi mere tu hi mere ishq ki itteda hai
Tu hi mere tu hi mere ishq ki inteha hai
Saanson ki jhumbish kehti hai kuch nahi tere siwa hai

Tere bina meri subah nahi jalti
Tere bina meri shaam nahi dhalti
Tere bina meri jaan hai pighalti

Soniye, soniye, soniye, soniye

I got to move on, I, I got to move on
I, I got to move on, I, I got to move on

Doobe doobe jism-o-jaan hai
Pyaar ki baarishon mein
Jee raha hoon jee raha hoon main teri khwaahishon mein
Bhool ke main duniya saari khoya tere nashe mein

Tere bina meri subah nahi jalti
Tere bina meri shaam nahi dhalti
Tere bina meri jaan hai pighalti

Soniye, soniye, soniye, soniye

Kehka shah hai tera chehra
Yaadon mein hai tera pehra
Tera mera naata bada gehra
Tere bina meri subah nahi jalti
Tere bina meri shaam nahi dhalti

Tere bina meri jaan hai pighalti

Soniye, soniye, soniye, soniye
You are my love, you are my life
You will always be deep in my heart
You are my love, you are my life
You will always be deep in my heart


..
FM
THE MAGIC OF SUNIDHI CHAUHAN:

"THE BEST OF SUNIDHI CHAUHAN PART 1"

Movie : Musafir (2004)
Singer: Sukhwinder Singh, Sunidhi Chauhan
Music : Vishal-Shekhar
Lyrics: Dev Kohli

(12) SAAKI: MP3

Saaki Se Mohabbat Hoti Hai
Har Roz, Shikaayat Hoti Hai
Peene Ko Mere Peena Na Kaho
Yunhi Toh Ibaadat Hoti Hai

Woh Sharaabi Kya Sharaabi, Jo Nashe Mein Na Rahe... (2)
Woh Sharaabi Kya Sharaabi, Aise Jo Tauba Kare
Woh Sharaabi Kya Sharaabi, Dil Mein Jiske Gham Na Ho
Loot Gaya Samjho Sharaabi Paas Jiske Ham Na Ho
( Oh Saaki Saaki Re Saaki Saaki
Aa Paas Aa, Rahe Na Jaaye Koyi Khwaahish Baaki )... (2)

( Woh Sharaabi Kya...Sharaabi Paas Jiske Ham Na Ho )
( Oh Saaki... Na Jaaye Koyi Khwaahish Baaki )... (2)

Ishq Ki Galiyon Mein Na Jaana, Ishq Bada Badnaam Hai
Ishq Toh Mera Khuda Hai, Aashiq Mera Naam Hai..Ho...
Ho..I.Shq Ki Galiyon Mein Na Jaana, Ishq Bada Badnaam Hai
Ishq Toh Mera Khuda Hai, Aashiq Mera Naam Hai
Aashiqui Ke Har Qadam Pe, Husna QatlEAam Hai
Eh Aashiqui Mein Jaan Lootaana Aashiqon Ke Kaam Hai
( Oh Saaki...Na Jaaye Koyi Khwaahish Baaki )... (2)

Maikade Mein Aane Waale Maikashi Toh Seekh Le
Hampe Hasne Waale Pehle Tu Hasi Ko Seekh Le...Oh...
Hey...Maikade Mein Aane Waale Maikashi Toh Seekh Le
Hampe Hasne Waale Pehle Tu Hasi Ko Seekh Le
Har Khushi Hai Door Tujhse, Gham Tere Nazdeek Hai
Haay...Tere Diwaane Ki Haalat, Bin Tere Bhi Thheek Hai
Oh Saaki Saaki ( Saaki Saaki Saaki )
Aa Paas Aa, Rahe Na Jaaye Koyi Khwaahish Baaki
( Oh Saaki...Na Jaaye Koyi Khwaahish Baaki )... (3)

(12) SAAKI:
.
FM
THE MAGIC OF SUNIDHI CHAUHAN:

"THE BEST OF SUNIDHI CHAUHAN PART 1"

Movie : Aitraaz (2004)
Singer: Adnan Sami, Sunidhi Chauhan
Music : Himesh Reshammiya
Lyrics: Sameer


(13) GELA GELA GELA: MP 3:

Adnan:
Hosseina! -2

Adnan:
Gila gila gila dil gila gila, mila mila mila koyi mila mila -4

Chorus:
La la la la la, la la la la la, la la la la la, la la la -2

Sunidhi:
Gila gila gila dil gila gila, mila mila mila koyi mila mila -2

Adnan:
Teri harek adaa, lage sabse juda, tujhpe main fida (main fida)
Gila gila gila dil gila gila, mila mila mila koyi mila mila -2

Adnan:
Keh do na oh sanam, tere hain tere ham
Dil ki raahon mein hai, behke dil ke qadam

Sunidhi:
Keh do na oh sanam, tere hain tere ham
Dil ki raahon mein hai, behke dil ke qadam

Adnan:
Gila gila gila dil gila gila, mila mila mila koyi mila mila -2
Hosseina!
Tum pehli baar mein, diwaana kar gaye
Ham tere dil-nasheen, chehre pe mar gaye

Sunidhi:
Tum pehli baar mein, diwaana kar gaye
Ham tere dil-nasheen, chehre pe mar gaye

Adnan:
Gila gila gila dil gila gila, mila mila mila koyi mila mila -2

With Chorus:
La la la la la, la la la la la, la la la la la, la la la -2

Adnan:
Teri harek adaa, lage sabse juda, tujhpe main fida (main fida)
Gila gila gila dil gila gila, mila mila mila koyi mila mila -2

(13) GELA GELA GELA

.
FM
THE MAGIC OF SUNIDHI CHAUHAN:

Movie Name: Aitraaz (2004)
Singer: Sunidhi Chauhan
Music Director: Himesh Reshammiya
Lyrics: Sameer

(14) I WANT TO MAKE LOVE TO YOU: MP 3:

Teri chaahton ke jal se -2
Bana hai, dil mein sanam
Kuwaan kuwaan pyaar ka -2
I wanna make love to you -2
Gawaara mujhko nahin
Aitraaz yaar ka -2
Rock me baby, take me baby
Kiss me baby, push me baby
Rock me baby, take me baby
Push me baby, rock me baby

Main na jaanu kaisi ye pyaas hai
Kyun chubhta har ehsaas hai
Palkon mein chaahat ka khwaab hai
Har dhadkan kyun betaab hai
Teri khwaahishon ke damse -2
Khelenge ham sanam
Juwa juwa pyaar ka -2
I wanna make love to you -2
Gawaara mujhko nahin
Aitraaz yaar ka -2
Rock me baby, take me baby
Push me baby, rock me baby

Rehena hai mushkil ab hosh mein
Aaja bhar loon tujhe aagosh mein
Tujhse ye kaisi laagi lagan
Seene mein jalti hai ik agan
Teri saason ki mahekse -2
Uthh raha hai sanam
Dhuwaan dhuwaan pyaar ka -2
I wanna make love to you -2
Gawaara mujhko nahin
Aitraaz yaar ka -2
(Rock me baby, take me baby
Push me baby, rock me baby) -2

Kuwaan kuwaan pyaar ka -4

(14) I WANT TO MAKE LOVE TO YOU:
.
FM
THE MAGIC OF SUNIDHI CHAUHAN:

Movie Name: Asoka (2001)
Singer: Chorus, Sunidhi Chauhan
Music Director: Anu Malik
Lyrics: Gulzar


(15) AA TAYAR HOJA MP 3:

Aa aa aa aa aa, aa aa aa aa aa
Aa tayaar ho jaa, aa tayaar ho jaa
Come get ready, come get ready
Aa aa tayaar ho jaa
Come, come get ready
Shyaam ki kashti mein aake sawaar ho jaa
Go in the evening ship for a ride
Chal chale
Come, let's go
Aa sahaara hoga
Come, there will be support
Kahin na kahin to koi kinaara hoga
Somewhere there will be some shore
Chal chale, chal chale, chal chale
Come, let's go
Aa aa aa, aa tayaar ho jaa
Come, come get ready
Aa tayaar ho jaa re aaja
Come get ready, oh come
Aaja chal chale
Come, come let's go
Tairke aa, doobke chal, paar jaana hai
Come flying, proceed drowning, we must cross through
Paar jaana hai, paar jaana hai
We must cross through
Aa tayaar ho jaa, aa tayaar ho jaa
Come get ready, come get ready
Aa aa tayaar ho jaa
Come, come get ready
Shyaam ki kashti mein aake sawaar ho jaa
Go in the evening ship for a ride
Chal chale
Come, let's go

Aa aa aa aa aa
Shyaam khumaari hogi
The evening will be intoxicating
Hont hamaari hogi, baat tumhaari hogi
The lips will be mine, the words will be yours
Baat to bholi hogi
The words will be innocent
Meethi bhi hogi thodi shahed bhi kholi hogi
They will be a little sweet, like opened honey
Aa aa aa aa aa, aa aa aa aa aa
Shyaam khumaari hogi
The evening will be intoxicating
Hont hamaari hogi, baat tumhaari hogi
The lips will be mine, the words will be yours
Baat to bholi hogi
The words will be innocent
Meethi bhi hogi thodi shahed bhi kholi hogi
They will be a little sweet, like opened honey
Aa aa aa, aa tayaar ho jaa
Come, come get ready
Aa tayaar ho jaa re aaja
Come get ready, oh come
Aaja chal chale
Come, come let's go
Tairke aa, doobke chal, paar jaana hai
Come flying, proceed drowning we must cross through
Paar jaana hai, paar jaana hai
We must cross through
Aa tayaar ho jaa, aa tayaar ho jaa
Come get ready, come get ready
Aa aa tayaar ho jaa
Come, come get ready
Shyaam ki kashti mein aake sawaar ho jaa
Go in the evening ship for a ride
Chal chale
Come, let's go

Aa aa aa aa aa
Pyaar ka ghota kya hai doobke dekha nahin
What is love, no one has drowned and seen
Dekhna hota kya hai
One has to see what it is
Hone ko hona kya hai dil mein tez hogi
What makes it happen, keenness will be in the heart
Aankh mein paani hoga, chal chale
In the eyes there will be tears, come
Aa aa aa aa aa, aa aa aa aa aa
Pyaar ka ghota kya hai doobke dekha nahin
What is love, no one has drowned and seen
Dekhna hota kya hai
One has to see what it is
Hone ko hona kya hai dil mein tez hogi
What makes it happen, keenness will be in the heart
Aankh mein paani hoga, chal chale
In the eyes there will be tears, come
Aa aa aa, aa tayaar ho jaa
Come, come get ready
Aa tayaar ho jaa re aaja
Come get ready, oh come
Aaja chal chale
Come, come let's go
Tairke aa, doobke chal, paar jaana hai
Come flying, proceed drowning we must cross through
Paar jaana hai, paar jaana hai
We must cross through
Aa tayaar ho jaa, aa tayaar ho jaa
Come get ready, come get ready
Aa aa tayaar ho jaa
Come, come get ready
Shyaam ki kashti mein aake sawaar ho jaa
Go in the evening ship for a ride
Chal chale
Come, let's go
Aa sahaara hoga
Come, there will be support
Kahin na kahin to koi kinaara hoga
Somewhere there will be some shore
Chal chale, chal chale, chal chale
Come, let's go
Aa aa aa, aa tayaar ho jaa
Come, come get ready
Aa tayaar ho jaa re aaja
Come get ready, oh come
Aaja chal chale
Come, come let's go
Tairke aa, doobke chal, paar jaana hai
Come flying, proceed drowning we must cross through
Paar jaana hai, paar jaana hai
We must cross through
Aa tayaar ho jaa, aa tayaar ho jaa
Come get ready, come get ready
Aa aa tayaar ho jaa
Come, come get ready
Shyaam ki kashti mein aake sawaar ho jaa
Come in the evening ship for a ride
Chal chale
Come, let's go
Aa aa aa aa aa, aa aa aa aa aa, aa aa aa aa aa

(15) AA TAYAR HOJA:
.
FM
THE MAGIC OF SUNIDHI CHAUHAN:

Movie Name: Mission Kashmir (2000)
Singer: Jaspinder Narula, Shankar Mahadevan, Sunidhi Chauhan
Music Director: Ehsaan, Loy, Shankar
Lyrics: Rahat Indori


(16) BUMBRO BUMBRO: MP 3

Bumbro bumbro, shyam rang bumbro
Bumbro bumbro, shyam rang bumbro
Aaye ho kis bagiya se, oh oh tum
Bumbro bumbro, shyam rang bumbro
Bumbro bumbro, shyam rang bumbro
Aaye ho kis bagiya se, oh oh tum
Bhanwre o shyam bhanwre, khushiyon ko saath laaye
Mehndi ki raat mein tum, leke saugat aaye

Ho, kaajal ka rang laaye, nazrein utaarne ko
Baaghon se phool laaye, raste sanwaarne ko
Haan, kaajal ka rang laaye, nazrein utaarne ko
Baaghon se phool laaye, raste sanwaarne ko
Haan mehndi ki chhaon mein geet sunayein bumbro
Jhoome nachein saaz gaayein, jashn manayein bumbro
Bumbro bumbro, shyam rang bumbro
Bumbro bumbro, shyam rang bumbro
Aaye ho kis bagiya se, oh oh tum

Khil khil ke laal hua mehndi ka rang aise
Gori hatheliyon pe khilte ho phool jaise
Bumbro bumbro bumbro bumbro
Ae, khil khil ke laal hua mehndi ka rang aise
Gori hatheliyon pe khilte ho phool jaise
Yeh rang dhoop ka, yeh rang chhaon ka hai
Mehndi ka rang nahin, maa ki duaaon ka hai
Is mehndi ka rang hai sachcha, baaki saare jhoote
Haathon se ab mehndi ka yeh rang kabhi na chhoote

O bumbro bumbro, shyam rang bumbro
Bumbro bumbro, shyam rang bumbro
Aaye ho kis bagiya se, oh oh tum
Bumbro bumbro, shyam rang bumbro
Bumbro bumbro, shyam rang bumbro
Aaye ho kis bagiya se, oh oh tum

Chanda ki paalki mein dil ki muraad layi
Jannat ka noor leke mehndi ki raat aayi
Mehndi ki raat aayi
Chanda ki paalki mein dil ki muraad layi
Jannat ka noor leke mehndi ki raat aayi
Rukh pe saheliyon ke, khwabon ki roshni hai
Sabne duaayein maangi, rab ne kabool ki hai
Yeh haathon mein mehndi hai ya shaam ki daali, bumbro
Chaand sitaare rehkar aaye, raat ki daali
Oh chanda ki paalki mein dil ki muraad layi
Jannat ka noor leke mehndi ki raat aayi
Rukh pe saheliyon ke, khwabon ki roshni hai
Sabne duaayein maangi, rab ne kabool ki hai
Yeh haathon mein mehndi hai ya shaam ki daali, bumbro
Chaand sitaare rehkar aaye raat ki daali, bumbro

Haan bumbro bumbro shyam rang bumbro
Bumbro bumbro, shyam rang bumbro
Aaye ho kis bagiya se, oh oh tum
Aaye ho kis bagiya se
Bumbro bumbro, oh oh tum
Bumbro bumbro, oh oh tum
Aaye ho kis bagiya se
Bumbro bumbro, oh oh
Bumbro bumbro
Aaye ho kis bagiya se
Oh oh tum
Bumbro bumbro
Bumbro bumbro
Bumbro bumbro
Bumbro bumbro
Bumbro bumbro

(16) BUMBRO BUMBRO:

.
FM

Add Reply

×
×
×
×
×
Link copied to your clipboard.
×
×