Skip to main content

MOHD RAFI: MISSING GEMS:

MOVIE : RAILWAY PLATFORM: 1955?
MUSIC : MADAN MOHAN
LYRICS: SAHIR LUDHIANVI


18) BASTI BASTI PARBAT PARBAT: MP3

(Bastii-basti parvat-parvat gaata jaaye banjaara
leker dil ka ikataara)2


Pal do pal ka saath hamaara pal do pal ki yaari
Aaj ruke to kal karani hai chalane ki taiyaari

(Bastii-basti parvat-parvat gaata jaaye banjaara
leker dil ka ikataara)2

(Qadam-qadam par honi baithi apana jaal bichhaae)2
Is jiivan ki raah mein jaane (kaun kahaan rah jaae)2

(Bastii-basti parvat-parvat gaata jaaye banjaara
leker dil ka ikataara)2

Dhan-daulat ke piichhe kyon hai ye duniya diivaani
Yahaan ki daulat yahaan rahegi saath nahi ye jaani

(Bastii-basti parvat-parvat gaata jaaye banjaara
leker dil ka ikataara)2

(Sone-chaandi mein tulata ho jahaan dilon ka pyaar
Aansu bhi bekaar vahaan par aahen bhi bekaar)2

(Bastii-basti parvat-parvat gaata jaaye banjaara
leker dil ka ikataara)2

(Duniya ke baazaar mein aakir chaahat bhi vyaapaar bani
Tere dil se unake dil tak chaandi ki diivaar bani)2

(Bastii-basti parvat-parvat gaata jaaye banjaara
leker dil ka ikataara)2

Ham jaison ke bhaag mein likha chaahat ka varadaan nahi
Jisane hamako janam diya vo (patthar hai bhagavaan nahiin)2

(Bastii-basti parvat-parvat gaata jaaye banjaara
leker dil ka ikataara)2
..
FM
MOHD RAFI: MISSING GEMS:

MOVIE : RAM AUR SHYAM
LYRICS: SHAKEEL BADAYUNI
MUSIC : NAUSHAD


19) AAJ KI RAAT MERE:

Ye raat jaise dulhan ban gayee charaagon se
Karungaa ujaalaa main dil ke daagon se

Aaj kee raat mere dil kee salaamee le le
Kal teree bajm se diwaanaa chalaa jaayegaa
Shammaa rah jaayegee parawaanaa chalaa jaayegaa

Teree mahafil tere jalawe ho mubaarak tuz ko
Teree ulafat se nahee aaj bhee inkaar muze
Teraa mayakhaanaa salaamat rahe aye jaana-ye-wafaa
Muskuraakar too jaraa dekh le yek baar muze
Fir tere pyaar kaa mastaanaa chalaa jaayegaa

Mainne chaahaa ke bataa doo main hakeekat apanee
Toone lekin naa meraa raaja-ye-mohabbat samazaa
Meree ulazan mere haalaat yahaan tak pahunche
Teree aankhon ne mere pyaar ko nafarat samazaa
Ab teree raah se begaanaa chalaa jaayegaa

Too meraa saath naa de raah-ye-mohabbat mein sanam
Chalate chalate main kisee raah pe mud jaaoongaa
Kahakashaan chaand sitaaren tere chumeinge kadam
Tere raste kee main yek dhool hoon, ud jaaoongaa
Saath mere meraa afasaanaa chalaa jaayegaa


19) AAJ KI RAAT MERE: MP3

..
FM
quote:
Originally posted by Venkat:
quote:
Originally posted by asj:
MOHD RAFI: MISSING GEMS:

VIDEO: AAJ KI RAAT MERE:

WAHEEDA REHMAN: WASN'T SHE A BEAUTY THEN

A BEAUTIFUL WOMAN : WAHEEDAJI
THE BEST ACTOR EVER: DILIPSAAB
THE GREATEST SINGER: MOHAMED RAFI


ALL COME TO TOGETHER, FOR THIS MEMORABLE SONG AAJ KI RAAT MERE:

.


ASJ,

you left out Naushad, the best music director


Thanks good buddy, now that should read:

A BEAUTIFUL WOMAN : WAHEEDAJI
THE BEST ACTOR EVER: DILIPSAAB
THE GREATEST SINGER: MOHAMED RAFI
GREAT MUSIC DIRECTOR: NAUSHAD
GREAT LYRICIST: SHAKEEL BADAYUNI


ALL COME TO TOGETHER, FOR THIS MEMORABLE SONG AAJ KI RAAT MERE:

.
FM
MOHD RAFI: MISSING GEMS:

IT IS WITH REGRET AND EMOTIONS THAT WE DEDICATE THIS GEM TO ALL THOSE WHO HAVE LOST THEIR LIVES IN THE SENSELESS GUYANA MASSACRE:

20) KAHA JAA RAHA HAIN: MP3

AS ONLY MOHD RAFI CAN GRACE THE SAD OCCASION AS WE SAY GOODBYE AND RIP:

MOVIE: SEEMA 1955

(Kahaan jaa raha hai tu aye jaanewale)2
Andhera hai mann ka diya to jalaa le
Kahaan jaa raha hai tu aye jaanewale
Kahaan jaa raha hai

(Yeh jeevan safar ek andha safar hai)2
(Behekna hai mumkin bhatakne ka darr hai)2
Sambhalta nahin dil ki kissi ke sambhaale

(Kahaan jaa raha hai tu aye jaanewale)2

(Jo thokar na khaaye nahin jeet uss ki)2
(Jo gir ke sambhal jaaye hai jeet uss ki)2
Nishaa manzilo ke yeh pairon ke chhaale

(Kahaan jaa raha hai tu aye jaanewale)2

(Kabhi yeh bhi socha manzil kahaan hai)2
Bade se jahaan mein tera ghar kahaan
(Tera ghar kahaan hai)2
Jo baandhe the bandhan woh kyon tod daale

(Kahaan jaa raha hai tu aye jaanewale)2
kahaan jaa raha hai (4)

..
FM
MOHD RAFI: MISSING GEMS:

FILM : BAHU BEGUM
MUSIC : ROSHAN
LYRICS: SAHIR LUDHIANVI


23) HUM INTEZAAR KARENGE

hum intezaar karenge
hum intezaar karenge tera qayaamat tak
khuda kare ke qayaamat ho aur tu aaye (2)
hum intezaar karenge

bujhi bujhi si nazar mein teri talaash liye
bhatakte phirte hai hum aap apni laash liye
yehi junoon yehi dehshat ho
yehi junoon yehi dehshat ho aur tu aaye
khuda kare ke qayaamat ho aur tu aaye
hum intezaar karenge

na denge hum tujhe ilzaam bewafaayi ka
magar geela to karenge teri judaai ka
tere khilaaf shikaayat ho
tere khilaaf shikaayat ho aur tu aaye
khuda kare ke qayaamat ho aur tu aaye
hum intezaar karenge

yeh zindagi tere kadmon mein daal jaayenge
tujh hi ko teri amaanat sambhaal jaayenge
humara aalam-e-rukhsat ho
humara aalam-e-rukhsat ho aur tu aaye
khuda kare ke qayaamat ho aur tu aaye
hum intezaar karenge

.
FM
MOHD RAFI: MISSING GEMS:

FILM : BAHU BEGUM
MUSIC : ROSHAN
LYRICS: SAHIR LUDHIANVI


23) HUM INTEZAAR KARENGE

hum intezaar karenge
hum intezaar karenge tera qayaamat tak
khuda kare ke qayaamat ho aur tu aaye (2)
hum intezaar karenge

bujhi bujhi si nazar mein teri talaash liye
bhatakte phirte hai hum aap apni laash liye
yehi junoon yehi dehshat ho
yehi junoon yehi dehshat ho aur tu aaye
khuda kare ke qayaamat ho aur tu aaye
hum intezaar karenge

na denge hum tujhe ilzaam bewafaayi ka
magar geela to karenge teri judaai ka
tere khilaaf shikaayat ho
tere khilaaf shikaayat ho aur tu aaye
khuda kare ke qayaamat ho aur tu aaye
hum intezaar karenge

yeh zindagi tere kadmon mein daal jaayenge
tujh hi ko teri amaanat sambhaal jaayenge
humara aalam-e-rukhsat ho
humara aalam-e-rukhsat ho aur tu aaye
khuda kare ke qayaamat ho aur tu aaye
hum intezaar karenge

..
FM
MOHD RAFI: MISSING GEMS:

FILM : AMAANAT 1977
MUSIC : RAVI
LYRICS: SAHIR LUDHIANVI


24) DOOR REHKAR NA KARO BAAT


24) DOOR REHKAR NA KARO BAAT: MP 3

(Door rahakar naa karo baat kareeb aa jaao)2
Yaad rah jaayegee ye raat kareeb aa jaao

(Ek muddat se tamannaa thee, tumhe chhoone kee)2
(Aaj bas mein naheen jazabaat kareeb aa jaao)2

Door rahakar naa karo baat kareeb aa jaao

(Sard zokon se bhadakate hai, badan mein shole)2
(Jaan le legee ye barasaat kareeb aa jaao)2

Door rahakar naa karo baat kareeb aa jaao

(Is kadar hum se jijakane kee zarurat kyaa hai)
(Zindagee bhar kaa hain ab saath kareeb aa jaao)

Yaad rah jaayegee ye raat kareeb aa jaao
Door rahakar naa karo baat kareeb aa jaao

SO MUCH PAIN IN THIS GHAZAL BY RAFISAAB:

.
FM
MOHD RAFI: MISSING GEMS:

FILM : SAMJHAUTA 1973
MUSIC : KALYANJI ANANDJI
LYRICS: INDEWAAR


25) BADE DOOR SAY AYEE HAI:


25) BADE DOOR SAY AYEE HAI: MP3

(Bade door say, ayee hai pyaar ka, tofalaayee hai)2
Apana lo-ya, dookara do Pyaar ka, tofalaayee hai
Bade door say, ayee hai pyaar ka, tofalaayee hai

(Jote loke, nate hai woh jore, nahi jate)2
(Chor-liye to, phir tore nahi jate)2
Yeh nate hai, yeh nate
Yeh nate, dil meh basaaye-hai
Pyaar ka, tofalaayee hai
Bade door say, ayee hai pyaar ka, tofalaayee hai

(Anjaane, logo meh, koi saate to milega)2
(Koi-to hoga, jo humko samdega)2
Yeh sapana, yeh sapana
Yeh sapana, dil meh sa-jayee-hai
Pyaar ka, tofalaayee hai
Bade door say, ayee hai pyaar ka, tofa laayee hai

..
FM
MOHD RAFI: MISSING GEMS:

FILM : DHARTI
MUSIC : SHANKAR JAIKISHEN
LYRICS: RAJENDER KISHEN

VIDEO: KHODA BHI AASMAAN SE:

(khuda bhi aasmaan se jab zameen par dekhta hoga)2
mere mehboob ko kisne banaya sochta hoga

khuda bhi aasmaan se jab zameen par dekhta hoga
mere mehboob ko kisne banaya sochta hoga
khuda bhi aasmaan se

mussbir khud pareshaan hai ke yeh tasveer kiski hai
banogi jisski tum aisi haseen taqdeer kiski hai
kabhi woh jal raha hoga kabhi khush ho raha hoga

khuda bhi aasmaan se jab zameen par dekhta hoga
mere mehboob ko kisne banaya sochta hoga
khuda bhi aasmaan se

zamaane-bhar ki masti ko nigaahon mein sameta hai
kali se jism ko kitni bahaaron mein lapeta hai
hua tumsa koi pehle na koi doosra hoga

khuda bhi aasmaan se jab zameen par dekhta hoga
mere mehboob ko kisne banaya sochta hoga
khuda bhi aasmaan se

farishte bhi yahaan raaton ko aa kar ghumte honge
jahaan rakhti ho tum paanv jageh woh chumte honge
kiske dil pe kya guzri yeh wohi jaanta hoga

khuda bhi aasmaan se jab zameen par dekhta hoga
mere mehboob ko kisne banaya sochta hoga
khuda bhi aasmaan se

.
FM
MOHD RAFI: MISSING GEMS:

SUNO SUNO AI DUNIYA WALO BAPU KI YEH AMAR KAHANI: MP 3

Several years earlier, Lata had rendered the same song live before an audience comprising, among others, the then Prime Minister Jawaharlal Nehru, and it had brought tears to his eyes. Similarly, when Mohammed Rafi sang a patriotic song on the life of Mahatma Gandhi on the occasion of India's first Republic Day function, Suno suno ai duniya waalo Bapu ki ye amar kahani it had moved Nehru to tears.
FM
MOHD RAFI: MISSING GEMS:

MOVIE : KWAAB 1980 (Dreams)
LYRICS: RAVINDRA JAIN
MUSIC : RAVINDRA JAIN
SINGER: MOHD RAFI:


1) TU HI WOH HASEEN HAI:

1) TU HI WOH HASEEN HAI: MP3

(Hooo Hooo Hooo hoo hoo hoooo)2

Tu hi woh haseen hai tu hi woh haseen hai
IT IS YOU, THAT VERY BEAUTY, OH IT IS YOU THAT VERY BEAUTY
Jis ki tasveer khayaalon mein muddat se bani hai
WHOSE PICTURE IS ETCHED IN MY THOUGHTS FOR A LONG TIME.
Tu hi woh haseen hai ooo tu hi woh haseen hai
IT IS YOU, THAT VERY BEAUTY, OH IT IS YOU THAT VERY BEAUTY
Jis ki tasveer khayaalon mein muddat se bani hai
WHOSE PICTURE IS ETCHED IN MY THOUGHTS FOR A LONG TIME.

Tu hi woh haseen hai haai tu hi woh haseen hai
IT IS YOU THAT VERY BEAUTY, OH IT IS YOU THAT VERY BEAUTY

Rukh-e-rowshan pe, zulfein bikhraaye huye
THAT LUSTROUS FACE WITH TRESSES STREWN OVER,
Jaise chanda pe, baadal ho chhaaya huye
AS IF THE FULL-MOON IS OVERCAST BY THE CLOUDS
(Maine dekha tujhe toh mera dil mujhe yehi kehna lagaa)
EVEN AS I SAW YOU MY HEART BEGAN TELLING ME THIS
Dhoondhein nazrein Jisey, din-raat koi, aur nahin hai
SOMEONE WHOM THE SIGHT SEARCHED DAY AND NIGHT IS NONE OTHER

Tu hi woh haseen hai haai tu hi woh haseen hai
IT IS YOU THAT VERY BEAUTY, OH IT IS YOU THAT VERY BEAUTY

Meri aawaara tabiyat ko ek raah-e-mustaqil mil gayi,
MY VAGABOND NATURE FOUND A PERMANENT PATH,
Ab na tarsoonga main rahath ko, mere khawabon ki manzil mil gayi,
NOW I WON'T BE LONGING FOR A RELIEF I FOUND MY DREAM DESTINATION
Sang-e-marmar ki moorat hai, taraashi hui,
AN IDOL CARVED OUT OF A MARBLE-STONE,
Mere aankhon ko barson mein tasal lee hui
MY EYES FOUND SATISFACTION AT LONG LAST,
(Meine dekha tujhe to mera dil mujhe yehi kehna laga)2
EVEN AS I SAW YOU MY HEART BEGAN TELLING ME THIS
Aise hi kisi moorat ki mere mandir mein kami hai
SOME SUCH IDOL IN MY TEMPLE IS LACKING

Tu hi woh haseen hai tu hi woh haseen hai
IT IS YOU, THAT VERY BEAUTY, OH IT IS YOU THAT VERY BEAUTY
Jis ki tasveer khayaalon mein muddat se bani hai
WHOSE PICTURE IS ETCHED IN MY THOUGHTS FOR A LONG TIME.
Tu hi woh haseen hai ooo tu hi woh haseen hai
IT IS YOU THAT VERY BEAUTY, OH IT IS YOU THAT VERY BEAUTY

TRANS:

.
FM
MOHD RAFI: MISSING GEMS:

MOVIE : RAJKUMAR 1964
LYRICS: SHAILENDRA
MUSIC : SHANKAR JAIKISHAN


2) IS RANG BADALTI DUNIYA:


2) IS RANG BADALTI DUNIYA: MP 3

(Is Rang Badalatii Duniyaa Mein
Inasaan Kii Niiyat Thiik Nahiin
Nikalaa Na Karo Tum Saj Dhajakar
Emaan Kii Niiyat Thiik Nahiin,)2

Is Rang Badalatii Duniyaa Mein

(Ye Dil Hai Badaa Hii Diivaanaa
Chhedaa Na Karo Is Paagal Ko)2
Tum Se Na Sharaarat Kar Baithe
Naadaan Kii Niiyat Thiik Nahiin,

Is Rang Badalatii Duniyaa Mein

(Kaandhe Se Hataa Lo Sar Apanaa
Ye Pyaar Muhabbat Rahane Do)2
Kashtii Ko Sambhaalo Maujon Say
Tuufaan Kii Niiyat Thiik Nahiin,

Is Rang Badalatii Duniyaa Mein

(Main Kaise Khudaa Haafiz Kah Duun
Mujhako To Kisii Kaa Yakeen Nahiin)
Chhup Jaao Hamaarii Aankhon Mein
Bhagavaan Kii Niiyat Thiik Nahiin

(Is Rang Badalatii Duniyaa Mein
Inasaan Kii Niiyat Thiik Nahiin
Nikalaa Na Karo Tum Saj Dhajakar
Emaan Kii Niiyat Thiik Nahiin,)2

Trans: Later

.
FM

The debate as to who was the greater singer carries on even today, even decades after their death. Both of them left an indelible mark in the world of Indian film music, a void that still cannot be filled today. No wonder that their fans are at constant feud with one another trying to prove that their hero was better.
FM
MOHD RAFI: MISSING GEMS:

MOVIE : RAJKUMAR 1964
LYRICS: SHAILENDRA
MUSIC : SHANKAR JAIKISHAN


2) IS RANG BADALTI DUNIYA:


2) IS RANG BADALTI DUNIYA: MP 3

(Is Rang Badalatii Duniyaa Mein
In this ever-changing world,
Inasaan Kii Niiyat Thiik Nahiin
Man's intentions are not so good
Nikalaa Na Karo Tum Saj Dhajakar
Don't come out all dressed up
Emaan Kii Niiyat Thiik Nahiin,)2
Honor does not have the old value any more

Is Rang Badalatii Duniyaa Mein
In this ever-changing world

(Ye Dil Hai Badaa Hii Diivaanaa
This heart is very crazy
Chhedaa Na Karo Is Paagal Ko)2
Don't incite this mad thing
Tum Se Na Sharaarat Kar Baithe
Lest it make mischief with you
Naadaan Kii Niiyat Thiik Nahiin,
It is naÃÂŊve, it does not think straight

Is Rang Badalatii Duniyaa Mein
In this ever-changing world

(Kaandhe Se Hataa Lo Sar Apanaa
Remove your head from my shoulders
Ye Pyaar Muhabbat Rahane Do)2
This love and romance, let it be
Kashtii Ko Sambhaalo Maujon Say
Protect your boat from the waves,
Tuufaan Kii Niiyat Thiik Nahiin,
The storm has no good intentions

Is Rang Badalatii Duniyaa Mein
In this ever-changing world

(Main Kaise Khudaa Haafiz Kah Duun
How can I entrust you to God
Mujhako To Kisii Kaa Yakeen Nahiin)
I do not trust any one at all
Chhup Jaao Hamaarii Aankhon Mein
Come and hide in my eyes
Bhagavaan Kii Niiyat Thiik Nahiin
God' intentions may not be good

(Is Rang Badalatii Duniyaa Mein
In this ever-changing world,
Inasaan Kii Niiyat Thiik Nahiin
Man's intentions are not so good
Nikalaa Na Karo Tum Saj Dhajakar
Don't come out all dressed up
Emaan Kii Niiyat Thiik Nahiin,)2
Honor does not have the old value any more

Trans: Venkat

In the Movie Rajkumar, Shammi is telling Sadhana to be careful (she is sooo beautiful and well dressed) when venturing out, he is saying that there are many people with bad intentions.

.
FM
MOHD RAFI: MISSING GEMS:

MOVIE : RAM AUR SHYAM: 1967
LYRICS: SHAKEEL BADAYUNI
MUSIC : NAUSHAD


3) AAJ KI RAAT MERE DIL KE SALAAMI


3) AAJ KI RAAT MERE DIL KE SALAAMI: MP3

Ye raat jaise dulhan, ban gayi hai chiraagon se
This night has become a bride like the brilliance of a lamp

Karunga ujaala main dil ke daagon se
I will enlighten the surroundings with the blots of my heart

Aaj ki raat mere, dil ki salaami le le, dil ki salaami le le
This night take the salute from my heart, take salute from my heart
Kal teri bazm se diwaana chala jaayega
Tommorrow I will depart away from your company
Shama rahe jaayegi parwaana chala jaayega
This nightfall will remain whilst this lover will go away.

Teri mehfil tere jalwe ho mubaarak tujhko
In your company, your lustre, congrats to you.
Teri ulfat se nahin aaj bhi inkaar mujhe
Today I don't have any refusal with your intimacy
Tera maikhaana salaamat rahe eh jaan-e-wafa
Your bar may remain safe, o my lover
Muskuraakar tu zara dekh le ik baar mujhe
With a smile please look at me for once,
Phir tere pyaar ka mastaana chala jaayega
Then with this one of your love I will depart

Aaj ki raat mere, dil ki salaami le le, dil ki salaami le le
This night take the salute from my heart, take salute from my heart
Kal teri bazm se diwaana chala jaayega
Tommorrow I will depart away from your company
Shama rahe jaayegi parwaana chala jaayega
This nightfall will remain whilst this lover will go away.

Maine chaaha ki bata dun main haqeeqat apni
I wanted to tell you the truth about me,
Tune lekin na mera raaz-e-mohabbat samjha
but you would not understand that, my love.
Meri uljhan mere haalaat yaha tak pahonche
My complications, my conditions reached the hilt,
Teri aankhon ne mere pyaar ko nafrat samjha
But in your eyes my love was mistaken as hatred
Ab teri raah se begaana chala jaayega
Now, because of your ways this stranger will go away.

Aaj ki raat mere, dil ki salaami le le, dil ki salaami le le
This night take the salute from my heart, take salute from my heart

Tu mera saath na de raah-e-mohabbat mein sanam
You do not reciprocate the love within my company
Chalte-chalte main kissi raah pe mud jaaunga
While walking I will turn at some place losing myself
Kahkashaan chaand sitaare tere choomenge qadam
The milky moon and stars will kiss your feet.
Tere raste ki main ek dhool hun ud jaaunga
I am the dust of your way, I will fly away.
Saath mere mera afsaana chala jaayega
My story of mylove will escape with me.

Aaj ki raat mere, dil ki salaami le le, dil ki salaami le le
This night take the salute from my heart, take salute from my heart
Kal teri bazm se diwaana chala jaayega
Tommorrow I will depart away from your company
Shama rahe jaayegi parwaana chala jaayega
This nightfall will remain whilst this lover will go away.

Trans:????

Ven, I think that you will need to do some finetuning here:
.
FM
Originally posted by asj:
MOHD RAFI: MISSING GEMS:

MOVIE : RAM AUR SHYAM: 1967
LYRICS: SHAKEEL BADAYUNI
MUSIC : NAUSHAD


3) AAJ KI RAAT MERE DIL KE SALAAMI


3) AAJ KI RAAT MERE DIL KE SALAAMI: MP3

The touching lament of a lover who never got to express his love, and now his sweetheart will marry someone else. Rafi's voice and the magic of Naushad make this beautiful. We may never again see such a combination of talent.

Ye raat jaise dulhan, ban gayi chiraagon se
Tonight,as she becomes a bride under lights
Karunga ujaala main dil ke daagon se
My heartache will shine brighter still

Aaj ki raat mere, dil ki salaami le le, dil ki salaami le le
Tonight, my heart salutes you
Kal teri bazm se diwaana chala jaayega
Tomorrow this lover will leave your side
Shama rahe jaayegi, parwaana chala jaayega
This flame will remain, but the moth will be gone

Teri mehfil tere jalwe ho mubaarak tujhko
your gathering, your lustre, suits you well
Teri ulfat se nahin aaj bhi inkaar mujhe
Today I will not deny you your pleasure
Tera maikhaana salaamat rahe eh jaan-e-wafa
Bless your beguiling ways, lover
Muskuraakar tu zara dekh le ik baar mujhe
Favor me just once more with your smile
Phir tere pyaar ka mastaana chala jaayega
Then the one intoxicated with you will go

Kal teri bazm se diwaana chala jaayega
Tomorrow this lover will leave your side
Shama rahe jaayegi parwaana chala jaayega
This flame will remain, but the moth will be gone
Aaj ki raat mere, dil ki salaami le le, dil ki salaami le le
Tonight, my heart salutes you

Maine chaaha ki bata dun main haqeeqat apni
I wanted to tell you the truth about me,
Tune lekin na mera raaz-e-mohabbat samjha
But you did not see my secret love
Meri uljhan mere haalaat yaha tak pahonche
My troubles reached the point where
Teri aankhon ne mere pyaar ko nafrat samjha
you took my love for hate
Ab teri raah se begaana chala jaayega
Now this stranger will not be in your way

Kal teri bazm se diwaana chala jaayega
Tomorrow this lover will leave your side
Shama rahe jaayegi parwaana chala jaayega
This flame will remain, but the moth will be gone
Aaj ki raat mere, dil ki salaami le le, dil ki salaami le le
Tonight, my heart salutes you

Tu mera saath na de raah-e-mohabbat mein sanam
You did not walk the path of love with me
Chalte-chalte main kissi raah pe mud jaaunga
I will take a turn away from this path now
Kahkashaan chaand sitaare tere choomenge qadam
Rainbows, the moon and stars will kiss the ground you tread
Tere raste ki main ek dhool hun ud jaaunga
I am the dust in your path, I will blow away.
Saath mere mera afsaana chala jaayega
The tale of my love will go with me

Kal teri bazm se diwaana chala jaayega
Tomorrow this lover will leave your side
Shama rahe jaayegi parwaana chala jaayega
This flame will remain, but the moth will be gone
Aaj ki raat mere, dil ki salaami le le, dil ki salaami le le
Tonight, my heart salutes you

Trans: Venkat
FM
MOHD RAFI: MISSING GEMS:

There was a period in the early seventies, precisely from 1972 to 1976, when it was considered that Rafi was eclipsed by Kishore Kumar. Was it really so?

Well, the reasons can be many. First of all, it was given that Rafi refused to sing for nearly eight months due to certain beliefs he suddenly developed, otherwise, perhaps Rafi would have sung all the hit songs of ARADHANA, due to which KK became popular and became the voice of the then heart throb Rajesh Khanna. Though Rajesh had Rafi as main play back Singer in other movies released during the period like MEHABOOB KI MEHENDI, THE TRAIN, DO RAASTE, apart from the two songs in ARADHANA itself, some how the voice of KK got stuck with RK. And Producers, Directors, Actors rushed to KK to make hits like ARADHANA, but all other MDs were not SDB and the standard of music in most of these movies was far below that of ARADHANA. And these people were also handicapped by the fact that Rafi refused to sing for a long period. Changing tastes, commercial interests, a combination of different factors made the situation very complicated and perhaps, the down slide of Hindi Film Music started during this period.

One of my friend used to say that a song can appeal to your ears, but will soon fade out after sometime like most of the songs of today, but a great quality song will always appeal to your heart and remain there forever. How true, most of the songs of fifties and sixties are still etched in our memory but most of the songs of mid seventies and eighties are hardly remembered.

Mohd RafiFor Rafi fans having brought up on more or less on strict Rafi diet, it was especially frustrating to listen to ONLY other Singers, when the BEST of all reduced his songs. That too, just prior to this period, we had wonderful Rafi songs from movies like CARAVAN, DO RAASTE, MEHABOOB KI MEHENDI, HIMMAT, HUMJOLI, THE TRAIN, MELA, MAA AUR MAMTA, GANWAR, ANDAZ, BHAI BHAI, etc.

When Rafi realized and took the challenge, to the immense joy of his Fans, he could once again give quality songs, but no doubt, the quantity had come down considerably. Even in popular Film music programs like Vivid Bharati and Radio Ceylon and especially Binaca Geet Mala, the number of Rafi songs could be numbered to one or two, but there was a considerable increase in the number of KK songs. But Rafi being Rafi, he gave good songs as usual in the same voice, same melody, with same distinction with which he had enthralled countless of his Fans for the previous three decades. The QUALITY in the following songs recorded by MR during the period of 1972 to 1976 remained intact.

In fact, when "Main Ek Raja Hun" (UPHAAR) with LP as MD came on Binaca Geet Mala, the compeer, the redoubtable Amin Sayani remarked that with this song, Rafi would make a come back. How prophetic his words were! The period also had wonderful songs from LP like "Aaj Mausam" (LOAFER), "Aa Batandege Tuzhe" (DOST) with Lata and Shatrughan Sinha, "Bade Bewafa Hain Yeh" and "Hasin Dilruba" (ROOP TERA MASTANA), "Ke Aaja TerI Yaad Aayi" (CHARAS) with Lata and Anand Bhakshi, Solos "Ik Na Ik Din Ye", "Tere Nain" and title song of GORA AUR KALA, "Patta Patta Boota Boota" (EK NAZAR) with Lata, "Nafarat Ki Duniya Ko" (HAATHI MERE SAATHI), "Main Wohi, Wohi Baat" (NAYEE DIN NAYEE RAAT), "Na Zat Yamla" and a duet with Lata "Morni Re Morni" (PRATIGYA), "Koi Nazarana" and title song with Lata (AAN MILO SAJANA), two solos "O Meri Mehabooba" and "Are Maine Tuzhko Chaha" and with Mukesh "Saat Ajube" (DHARAMVEER), "Tere Ishq Ka Muzhpe" with Asha and "Hapte Mahino Barson Nahin" with Lata (NAGIN), "Tere Hathon Me Pehanake Chudiyan" and "Chalo Re Doli Utao". "Tu Gaddar Sahi" (GADDAR) was another hit song.

KA gave "Tumse Door Rahke" (ADAALAT) with Lata, "Wada Karle Sajana" (HAATH KI SAFAI) with Lata and "Deewane Hain Deewanon Ko Na" (ZANJEER) with Lata and "Main Tuzhase Milne Aayi Mandir Jaane Ke Bahane" (HEERA) with Lata and "Yeh Raat Hai Pyaasi Pyassi" (CHOTI BAHU). Another musical was BAIRAAG, the songs became hit during this period though the movie was released much later. It had two duets with Asha "Sare Shahar Me" and "Peete Peete" apart from the Lata duet "Are Sunore Suno". MARYADA had "Mohabbat Ke Suhane Din", Lata duet "Tu Bhi Aaja" and Asha duet "Humse To Hasina". SAMJHAUTA had two wonderful solos "Badi Door Se Aaye Hain" and "Sabake Rahte".

Madan Mohan during this period gave "Jis Din Se Maine" with Asha and solo "Are Hasnewalon" (PARWAANA), "Tum Jo Mil Gaye Ho" and "Ye Mana Meri Jaan" (HANSTE ZAKHM), "Chadi Re Chadi Kaise" (MAUSAM) with Lata as well as some patriotic songs in HINDUSTHAN KI KASAM.

SDB as usual, came out with stunning numbers like "Tere Nainon Ke Me Deep" (ANURAAG) with Lata, "Teri Bindiya Re" (ABHIMAAN) with Lata, "Ae Mere Dil" (US PAAR), "Sare Gama" (CHUPKE CHUPKE) with KK.

Mohd Rafi
Mohd Rafi

RDB, the so called KK Fan also gave some hit numbers with MR like "Chura Liya Hain Tumne Jo Dil Ko" with Asha and title song with KK (YADON KI BARAAT), "Ek Shok Hasina Se" (CHAANDI SONA) with Mannadey, "Kahe Ko Bulaya" with Lata and solo "Tere Attaroo" (SHAHJADA) and "Ae Jaane Wafa" (CHALIA).

Naushad gave "Nayi Hawa Me" (GAON HAMARA SHEHAR TUMHARA) and title song of TANGEWALA.

OPN after patching up with MR gave beautiful songs like "Zamane Ki Aankhon Ne" (EK BAAR MUSKURADO), "Hont Hai Tere Do Laal Heere" with Dilraj Kaur and "Kuch Aur Nahin Bas Dyaan Tera" with Mannadey (HEERA MOTI). In fact, OPN is suppose to have remarked, ˜give me one film, I will show you who is Rafi?' which is sufficient proof of OPN's acceptance of Rafi's superiority.

SJ, the true Rafi fans came out with solos "Jab Mohabbat Jawan Hoti Hai", "Mere Sapnon Ki Raani", and duets with Asha "Mil Gayi Mil Gayi" and "Na Rooto Na Rooto Na" (JAWAAN MOHABBAT) as well as "Maati Ke Jalte Deepak Ki".

MD Ravi came out with stunners in "Door Rahakar" and "Matlab Nikal Gaya" (AMANAT) and "Mere Dost Tuzhe" (DHARKAN) and "Aaj Mere Yaar Ki Shaadi Hai"

Rajesh Roshan gave "Sazi Rahi" (KUNWARA BAAP) with Mehamood, "Kahun Kya" (GINNY AUR JHONNY) with Asha and "Ghadi Milan Ki Aayi" (EK BAAP CHE BETE) with Sulakshana Pandit and another duet in PRIYATAMA – "Na Na Na Na".

There were other quality songs like "Apni Aankhion Me Basakar" (THOKAR), "Dil Ne....... Pyaar Kiya Hai Ek Bewafa Se" (SHARARAT) under MD Ganesh, "Kahin Aisa Na Ho" (MILAP) under MD Brij Bhushan, "Kahin Ek Masoom, Nazuksi Ladki" (SHANKAR HUSSAIN) under Khayyam, "Teri Galiyon Me Na" (HAWAS) under Usha Khanna, "Raaj Ki Baat" and "Main Tera Gunahagar Hun" (DHARMA) with Asha under Sonik Omi, "Dil Ka Suna Saaz" (EK NARI DO ROOP) under MD Ganesh, etc. which clearly showed Rafi's class. Two other movies with Rafi as main singer were AAP KE DEEWANE and ZINDA DIL. RAM BALRAM and PROF. PYAARELAL also had some MR songs.

Mohd Rafi
Mohd Rafi

If one observes closely the above songs, majority of these songs have LP as MD and followed by others like KA, RDB, RR, MM, SDB, OPN, Naushad, Usha Khanna, etc. Does it reveal some thing? I have listed only some of the quality songs which I could immediately recollect and which I have enjoyed listening to, though Rafiji sang many more songs during this period.

Later, once again Rafi wave started with Laila Majnu with Music by the great Madan Mohan followed by AAA, HKKN, Aasha, Shaan, Sargam, Abdullah, Naseeb, Mrig Trishna (the classic "Nava Kalpana Nava Roopase"), ZKDH, Karz, Swayamvar, Sazan Ki Saheli, Naach Uthe Sansar, etc. reestablishing Rafi as no. 1 Singer again in terms of quantity though he was always no. 1 as for as quality was concerned. And after 1976, the songs of Rafiji as usual occupied the main space in programs like BGM, VB, RC, etc.

Mr. Nitish Sinha from Rourkela has already written a very good article on the same subject, but I thought I could substantiate further on the topic. I am sure other Rafians can come out with scores of other songs sung by Rafiji during this period.

This entry was posted on Saturday, February 23rd, 2008 at 9:37 pm and is filed under Meri Awaaz Suno. You can follow any responses to this entry through the RSS 2.0 feed. You can leave a response, or trackback from your own site.

7 Responses to "Quality Rafi Songs from So Called Lean Period"

1.
1
A S MURTY Says:
February 23rd, 2008 at 10:28 pm

Fabulous writing by Mr. Gurumurthy Ji. You have practically named almost all the movies of that period where Rafi Sahab once again produced gems of songs, in his most inimitable voice. I particularly liked reference of one song "Bade Bewafa Hain Yeh Husnwale Par Teri Baat Kuch Aur Hai" (ROOP TERA MASTANA). That is a grandstand rendition once again but not very popular. I request some of the rafians having the song to kindly send it to me at asmurty2@rediffmail.com. Then again, although the movie Mehboob ki mehendi was mentioned, one song "pasand aa gayi hai ik kafir haseena" is again a very unusual style but very appealing song. This again went unnoticed but is a class song by itself. One correction though Gurumurthy ji, the song from "amaanat" is "matlab nikal gaya hai toh pehchaante nahin" and not as stated. Several other songs mentioned in the article emphatically establish the supremacy of rafi sahab over all other singers. perhaps rafi sahab had cut down on his singing, else the list would be much much lengthier. great article and great piece of writing too. thanks.
2.
2
Suraj Says:
February 23rd, 2008 at 10:44 pm

Rafi was #1 for 20 years and even in the same film he was the voice for multiple characters. Very few like to hear one voice all the time. Eventually people wanted to take a break from his voice. This is why great Rafi songs in early 70s did not get due justice THEN (people were taking a BREAK) but today are revered (people are not JUST coming from a 20 year streak by Rafi as voice for everyone). Raj Kapoor was clever to want a fresh new voice for Bobby (1973). Had the songs been in Rafi's voice, today they would be even more revered than they are. In 1973 they would have been relatively ignored like the other Rafi classics from Abhimaan, Haathi Meri Saathi, Yaadon Ki Baraat. Shocking to imagine songs by Mahendra Kapoor & Shailendra Singh being more popular than Rafi's from the 1971-1975 period but it happened. Never for musical reasons but the "break" factor. Shankar Jaikishan went down in early 1970s because they remained loyal to Rafi (besides Sharda, rifts, alcohol). If they replaced Rafi with new voices they would have remained #1 even in early 70s against RD Burman. Of course Rafi songs from early 71-75 easily outstrip the Mahendra Kapoor & Shailendra Singh songs from that period in the TEST OF TIME 30 years later today (heavenly voice can never be replaced) - but back then during the wave & trends it was a different scenario.

Courtesy: Ruffian tribute to Mohd Rafi.
.
FM
Originally posted by asj:
MOHD RAFI: MISSING GEMS:

MOVIE : RAAZ: 1967
LYRICS: SHAMIM JAIPURI
MUSIC : KALYANJI ANANDJI


4) AKELE HAIN CHALE AAO:


4) AKELE HAIN CHALE AAO: MP3

Akele hain chale aao, Jahaan ho
I am all alone, come on over
Kahan awaaz de tumko, Kahaan ho
where shall I call you? Where are you?
Akele hain chale aao, Jahaan ho
I am all alone, come on over

(Tumhe hum dhoondte hain, Hamay dil dhoondta hai)2
I am looking for you, my heart is looking for me
Na ab manzil hai koi, na koi raasta hai
there is no end to this now, there is no way
Akele hain chale aao, Jahaan ho
I am all alone, come on over
Kahan awaaz de tumko, Kahaan ho
where shall I call you? Where are you?

(Ye tanhaai ka aalam, aur is par aap ka gham)2
this realm of loneliness, and the pining for you
Na jeetay hain na marte, batao kya karen hum
I am not living, nor am I dying, tell me what should I do?
Akele hain chale aao, Jahaan ho
I am all alone, come on over
Kahan awaaz de tumko, Kahaan ho
where shall I call you? Where are you?

Trans: Venkat
FM
MOHD RAFI: MISSING GEMS:

MOVIE : DO BADAN 1966
LYRICS: SHAKEEL BADAYUNI
MUSIC : RAVI


5) NASEEB MEIN JISKE JO LIKHA THA:


5) NASEEB MEIN JISKE JO LIKHA THA: MP3

Naseeb Mein Jiske Jo Likha Tha Woh Teri Mehfil Mein Kaam Aaya
Whatever fate held for me this became evident in your party
Kisike Hisse Mein Pyaas Aayi Kisike Hisse Mein Jaam Aaya
Some ended up with thirst and others with a drink

Mein Ek Fasana Hoon Bekasi Ka
I am a symbol of helplessness
Yeh Haal Hai Meri Zindagi Ka
This is what my life is
Na Husn Hi Mujhko Raas Aaya
The relationship of beauty did not suit me
Na Ishq Hi Mere Kaam Aaya
Nor was her love any use to me

Naseeb Mein Jiske Jo Likha Tha

Badal Gayee Teri Manzilein Bhi
Your destination too have changed
Bichhad Gaya Caravan Se Mein Bhi
And my ways got seperated from yours
Meri Mohabbat Ke Raaste Mein
In the path of your love
Na Jaane Ye Kya Muqaam Aaya
I am not sure of this stage that I reached

Naseeb Mein Jiske Jo Likha Tha

Tujhe Bhoolane Ki Koshishein Bhi
The many attempts that I made to forget you
Tamaam Nakaam Ho Gayi Hain
Have been unsuccessful
Kisine Zikr-e-wafa Kiya Jab
When someone mentioned loyalty
Zubaan Pe Tera Hi Naam Aaya
Your Name Came To My Lips

Naseeb Mein Jiske Jo Likha Tha

Trans:

.
FM
MOHD RAFI: MISSING GEMS:

MOVIE : MERE HUMDAM MERE DOST
LYRICS: MAJROOH SULTANPURI
MUSIC : LAXMIKANT PYRELALL


6) CHALKA AIN JAAM AYEYE AAP KI:


6) CHALKA AIN JAAM AYEYE AAP KI: MP3

(Chhalakaye jaam aaeeye aap kee
Aankhon ke naam hothhon ke naam)2

Phool jaise tan pe jalawe (ye rang-o-boo ke)2
Aaj jaam-e-may uthe in (hothhon ko chhoo ke)2
Lachakaeeye shaakh-e-badan mahakaeeye zulfon kee shaam

Chhalakaye jaam aaeeye aap kee
Aankhon ke naam hothhon ke naam

Aap hee kaa naam lekar (pee hai sabhee ne)2
Aap par dhadak rahe hai, (pyaalon ke seene)2
Yahaan ajanabee koee nahee, ye hai aap kee mahafil tamaam

Chhalakaye jaam aaeeye aap kee
Aankhon ke naam hothhon ke naam

Kaun har kisee kee baahen (baahon mein daal le)2
Jo nazar nashaa pilaaye, (wo hee sanbhaal le)2
Duniyaa ko ho aauron kee dhoon hum ko to hain saakee se kaam

(Chhalakaye jaam aaeeye aap kee
Aankhon ke naam hothhon ke naam)2

Trans Later
.
FM
MOHD RAFI: MISSING GEMS:

MOVIE : UMEED 1971
LYRICS: SHAKEEL BADAYUNI
MUSIC : RAVI


7) MUJHE ISHQ HAI TUJHE SAY:


7) MUJHE ISHQ HAI TUJHE SAY: MP3

Mujhe ishq hai tujh hi se,
IT'S YOU ALONE THAT I LOVE
Meri jaane zindagaani,
YOU ARE THE LIFE OF MY EXISTENCE,
Tere paas mera dil hai,
YOU HAVE TAKEN MY HEART,
Mere pyaar ki nishaani.
IT IS THE TOKEN OF MY LOVE,

Mujhe ishq hai tujh hi se,
IT IS YOU ALONE THAT I LOVE
Meri jaane zindagaani,
YOU ARE THE LIFE OF MY EXISTENCE,
Tere paas mera dil hai,
YOU HAVE TAKEN MY HEART,
Mere pyaar ki nishaani.
IT IS THE TOKEN OF MY LOVE,

Mujhe ishq hai tujh hi se,
IT IS YOU ALONE THAT I LOVE

(Meri zindagi mein tu hai,
I HAVE YOU IN MY EXISTENCE,
Mere paas kya kami hai,
WHAT ELSE DO I NEED?
Jisse gham nahin khizaan ka
THAT WHICH IS NOT AFRAID OF AUTUMN
Woh bahaar tune di hai,)2
SUCH BLOSSOM-TIME YOU'VE BESTOWED,
Mere haal par hui hai,
MY STATE OF BEING HAS RECEIVED
Teri khaas meherbaani,
YOUR SPECIAL BENEVOLENCE,
Tere paas mera dil hai,
YOU HAVE MY HEART,
Mere pyaar ki nishaani.
THE TOKEN OF MY LOVE,

Mujhe ishq hai tujh hi se,
IT IS YOU ALONE THAT I LOVE

(Tere husn ne dikhaayien,
YOUR BEAUTY HAS ENCHANTED AND LED
Mujhe bekhudi ki raahein
ME TO THE PATHS OF MADNESS,
Yeh haseen lab nasheele,
THESE LUSCIOUS, INTOXICATING LIPS,
Yeh jhuki, jhuki nigaahein,)2
THESE DEMURE, BASHFUL EYES,
Teri zulf se uthi hai,
FROM YOUR TRESSES HAVE ARISEN
Yeh ghataao.n ki jawaani,
THESE CLOUDS OF BLOOM,
Tere paas mera dil hai,
YOU HAVE MY HEART,
Mere pyaar ki nishaani.
THE TOKEN OF MY LOVE,

Mujhe ishq hai tujh hi se,
IT IS YOU ALONE THAT I LOVE

(Na Mujhe Ghame-e-Muqaddar
NO GRIEF FOR THE FATE FOR ME,
Na Mujhe Gham-e-Zamaana
NO WORLDLY WORRIES FOR ME,
Tere Damm Se Hai Salaamat
SAFE BY YOUR MIGHT IS
Mere Dil Ka Aashiyaana)2
THE HOME OF MY HEART,
Rahe 'Umr Bhar Zubaa'n Par
MAY THE TONGUE FOR A LIFETIME NARRATE
Teri Pyaar ki Kahaani.
THE SAGA OF YOUR LOVE.

Mujhe ishq hai tujh hi se,
IT'S YOU ALONE THAT I LOVE
Meri jaane zindagaani,
YOU ARE THE LIFE OF MY EXISTENCE,
Tere paas mera dil hai,
YOU HAVE TAKEN MY HEART,
Mere pyaar ki nishaani.
IT IS THE TOKEN OF MY LOVE,

Mujhe ishq hai tujh hi se,
IT'S YOU ALONE THAT I LOVE

TRANS: Nasir

.
FM
MOHD RAFI: MISSING GEMS:

MOVIE : AMAR 1954
LYRICS: SHAKEEL BADAYUNI
MUSIC : NAUSHAD


8) INSAF KA MANDIR HAI YEH BHAGWAN: MP3

Insaaf ka mandir hai ye bhagwan ka ghar hai -2
Kehna hai jo keh de tujhe kis baat ka dar hai
Insaaf ka mandir hai ...

Hai khot tere man mein jo bhagwan se hai door -2
Hai paanv tere phir bhi tu aane se hai majboor -2
Himmat hai to aaja ye bhalai ki dagar hai
Insaaf ka mandir hai ...

Dukh de ke na dukhiyon se jo insaaf karega
Bhagwan bhi usko na kabhi maaf karega
(Ye soch le)2 har baat ki daata ko khabar hai -2
Insaaf ka mandir hai ...

Maayoos na ho haar ke taqadeer ki baazi
Pyaara hai vo gam jismein ho bhagwan bhi raazi
(Dukh dard mile)2 jismein vahi pyaar amar rahe -2
Insaaf ka mandir hai ...

8) INSAF KA MANDIR HAI YEH

TRANS LATER:
.
FM
MOHD RAFI: MISSING GEMS:

MOVIE : CHIRAAG 1969
LYRICS: MAJROOH SULTANPURI
MUSIC : MADAN MOHAN


9) TERI AANKHON KE SIVA DUNIYA:


9) TERI AANKHON KE SIVA DUNIYA: MP3

Teri aankhon ke siva duniya me rakha kya hai
What else is there in the world apart from your eyes
Ye uthe subaha chaley, ye jhukhe shaam dhale,
Looking up the morning starts, when they close, darkness prevails
Mera jeena mera marna inhi palkonke thaley,
My life and death depends on these eyelashes

Teri aankhon ke siva duniya me rakha kya hai
What else is there in the world apart from your eyes


(Palkonke galiyon me chehre bahaaron ke hasthe hue
In those pathways of eyes are the faces of the laughter and happiness of spring
Hai mere khabonke kya kya nagar in mein basthey hue)2
All my dreamlands are here in your eyees

Mera jeena mera marna inhi palkonke thaley,
My life and death depends on these eyelashes
Teri aankhon ke siva duniya me rakha kya hai
What else is there in the world apart from your eyes

(Inme mere aanewaley zamaane ki tasveer hai
In your eyes reside the image/picture of my future
Chahat ke kaajal se likhee hui meri taqdeer hai)2
With kohl of love my destiny written

Mera jeena mera marna inhi palkonke thaley,
My life and death depends on these eyelashes
Teri aankhon ke siva duniya me rakha kya hai
What else is there in the world apart from your lovely eyes
Ye uthe subaha chaley, ye jhukhe shaam dhale,
Looking up the morning starts, when they close, darkness prevails
Mera jeena mera marna inhi palkonke thaley,
My life and death depends on these eyelashes

Teri aankhon ke siva duniya me rakha kya hai
What else is there in the world apart from your lovely eyes

Trans:
.
FM
MOHD RAFI: MISSING GEMS:

MOVIE : BHEEGI RAAT 1965
LYRICS: MAJROOH SULTANPURI
MUSIC : ROSHAN


10) DIL JO NA KEH SAKAA: MP3

(Dil Jo Na keh saka,
What my heart couldn't say
Vohi Raaz-e-dil,
That very heart's secret to reveal
Kehene Ki Raat Aayi)2
The night of revelation has arrived

(Dil Jo Na keh saka,
What my heart couldn't say

Naghma sa koi jaag utha badan mein,
Something like a song has awaken in me
(Jhankar ki si thar-thari hai tan mein)2
Like the trembling of sounds
Ooo.. Mubarak tumhein,
May you be blessed
Kisi ki larazti si bahon mein,Rehne ki raat Aayi
The night for you to be in someone's quivering
arms has arrived


Dil Jo Na Kehesaka.
What my heart couldn't say

Touba Yeh Kisane Anjuman Sajake,
Fie ! Who's bedecked this assembly
(Tukde Kiye Hein Guncha-e-wafa Ke,)2
And into pieces torn the buds of faithfulness
Ooo Uchalon Gulon Ke Tukde,
Toss them - these flower petals
Ke Rangin Fizavon Mein, Rehene Ki Raat Aayi
For the night to be surrounded by colourful
blooms has arrived


Dil Jo Na Kehesaka.
What my heart couldn't say

Chaliye Mubarak, Jashn Dosti Ka,
Let's bless this celebration of friendship
(Daaman Tho Thama, Aapne Kisi Ka,)2
Chosen someone you have at least
Ooo Hamen Tho Khushi Yahi Hai,
I am happy even for you,
Tumeh Bhi Kisi Ko Apna, Kehene Ki Raat Aayi
This night when you can call someone your own has arrived

Dil Jo Na Kehesaka.
What my heart couldn't say

Saagar Utavo, Dil Ka Kisko Gam Hai,
Glass of wine who care for the heartache
(Aaj Dil Ki Queemat, Jaam Se Bhi Ham Hai,)2
This day the value of the heart is less than a cup of wine
Ooo Piyo Chahe Khoon-e-dil Ho,
Drink, never mind if it is my heart's blood
Ke Pite Pilaate Hi, Rehene Ki Raat Aayi.
For the night to drink and get others drunk has arrived

Dil Jo Na keh saka,
What my heart couldn't say
Vohi Raaz-e-dil,
That very heart's secret to reveal
Kehene Ki Raat Aayi..
The night of revelation has arrived

Trans: Nasir

.
FM
MOHD RAFI: MISSING GEMS:

Songs that we have missed by Mohd Rafi:

1) TU HI WOH HASEEN HAI:

2) IS RANG BADALTI DUNIYA:

3) AAJ KI RAAT MERE DIL KE SALAAMI

4) AKELE HAIN CHALE AAO:

5) NASEEB MEIN JISKE JO LIKHA THA:

6) CHALKA AIN JAAM AYEYE AAP KI:

7) MUJHE ISHQ HAI TUJHE SAY:

8) INSAF KA MANDIR HAI YEH BHAGWAN: MP3

9) TERI AANKHON KE SIVA DUNIYA:

10) DIL JO NA KEH SAKAA: MP3

11) KAHA CHHUPE HO RAJA RAM: MP3

12) MUJHE APNI SHARAN MAY LEELO RAM

13) HASEEN HO TUM KHUDA NAHIN HO:

14) NACHE MAN MORA MAGAN:

15) SAATHI NA KOI MANZIL:

16) HAM TUMSE JUDA HOKE:

17) NA TU ZAMEEN KE LEYAY

18) BASTI BASTI PARBAT PARBAT: MP3

19) AAJ KI RAAT MERE: duplicate to be edited:

20) KAHA JAA RAHA HAIN: MP3

21) YE WADIYAAN YE FIZAYEIN:

22) TUMSA NAHIN DEKHA:

23) HUM INTEZAAR KARENGE

24) DOOR REHKAR NA KARO BAAT

25) BADE DOOR SAY AYEE HAI:

This list represents the first 25 songs that we had missed in our original 100: We have finished
10 of 25 so far: 15 more to go. I will admit that the process are very slow, for various reasons, but it continues, and to finish 25, we shall.

.
FM
MOHD RAFI: MISSING GEMS:

MOVIE : TULSI DAS 1954
LYRICS: UNKNOWN: BHAJAN
MUSIC : CHANDRAGUPTA


11) KAHA CHHUPE HO RAJA RAM: MP3

Naam tumhara hum rata tay hain
Maan Bhakt kaa tum rakhtay hoon
Aaj bajake sohaga sati kaa
Mera Vachan nibhaa sakte hoon

(Kaha chupe ho Rajaram aaja Raam
Deepak bhuja jalaja Raam)2

(Nari nari se hai sansar ake binadu jaade kar)2
(Pati Uspar sati isspaar kaise paar kare majhdaar)2
Tota saath milaja Ram aaja Ram deepak bhuja jalaja Ram

Kaha chupe ho Rajaram aaja Raam
Deepak bhuja jalaja Ram

(Roka inhee nahee jaane do Apnay ghar ko phir aane do)2
(Do din to tum itlaane do, tere daya par itraane do)2
Mere Vachan nihbhaja Ram aaja Ram deepak bhuja jalaja Ram

Kaha chupe ho Rajaram aaja Raam
Deepak bhuja jalaja Raam

11) KAHAN CHUPE HO RAJA RAM: REG LINK LATER

Trans: Later:

GNI is the first to put this lyrics on line, now it will
be circulated worldwide:
flag

.
FM

Add Reply

×
×
×
×
×
Link copied to your clipboard.
×
×