Skip to main content

Reply to "THE VOICE OF USTAD NUSRAT FATEH ALI KHAN:"

THE VOICE OF USTAD NUSRAT FATEH ALI KHAN:

MOVIE : AUR PYAR HO GAYA 1997SINGER: NUSRAT/ANURADHA/UDIT NARAYAN
MUSIC : NUSRAT FATEH ALI KHAN
LYRICS: JAVED AKHTAR

2) KOI JAANE KOI NA JAANE
http://www.mastimag.com/download.php?song_id=12731

(Koi Jaane Koi Na Jaane, Yeh Parwane Hote Hain Deewane)2
Some know, while some other don’t know, that these lovers are crazy
Dekho Yeh Do Parwane Hain Dono Hi Deewane
Look at these two lovers, both of them are crazy
Jab Se Mili Hai Aankhein, Hosh Hain Dono Hi Ke Gum
Since their eyes have met, their consciousness is lost
Kaisa Khumaar Hai, Allah Allah
What sort of intoxication is this, O Allah (Lord)!
Kaisa Yeh Pyar Hai, Allah Allah
What sort of love is this, O Allah!

Dekho Yeh Do Parwane Hain Dono Hi Deewane
Look at these two lovers, both of them are crazy
Jab Se Mili Hai Aankhein, Hosh Hain Dono Hi Ke Gum
Since their eyes have met, their consciousness is lost
Kaisa Khumaar Hai, Allah Allah
What sort of intoxication is this, O Allah!
Kaisa Yeh Pyar Hai, Allah Allah
What sort of love is this, O Allah!

Duniya Ko Humne Bhulaya Jo Tumko Hai Paya
I’ve forgotten the world after I’ve achieved (attained) You
(Pyar Ka Naazuk Dhaga, Humein Kahaan Le Aaya)2
Look where this fragile string of love has brought us
Lekin Suno Toh Duniya Mein Yeh Kya Afsane Hain
Just listen to what stories are spread in the world
(Kehte Hain Duniya Wale, Ke Hum Deewane Hain)2
People think that we are crazy

Dil Ki Batein Yeh Dil Hi Jaane
The talks of the heart can only be understood by itself
Kab Samjhi Hain, Yeh Baatein Duniya Ne
When has the world ever understood these talks?
Toh Phir Mashoor Hai Jo, Humko Manzoor Hai Who
So whatever’s famous is acceptable to me
Jab Se Mili Hai Aankhein, Hosh Hain Dono Hi Ke Gum
Since their eyes have met, their consciousness is lost
Kaisa Iqraar Hai Allah Allah
What sort of acceptance is this, O Allah!
Kaisa Yeh Pyar Hai, Allah Allah
What sort of love is this, O Allah!

Aaaaa…
(Indian Classical Notes Sa Re Ga Ma Pa Dha Ni)

Dekho Toh Yeh Lagta Hai Ki Aasaan Hai Manzil
On surface it seems that reaching the destination is simple
(Socho Toh Dil Kehta Hai, Ki Aayegi Mushkil)2
Upon deep thinking the heart says that there are troubles ahead
Ho Dekhna Sochna Kaisa Jo Dil Hi De Dala
What more to look, think and analyse as I’ve already given away my heart
(Jogi Ne Toh Hai Pehen Li, Prem Ki Yeh Mala)2
The holy man is now wearing the garland of love

Dil Ki Batein Yeh Dil Hi Jaane
The talks of the heart can only be understood by itself
Kab Samjhi Hain, Yeh Baatein Duniya Ne
When has the world ever understood these talks?
Toh Phir Mashoor Hai Jo, Humko Manzoor Hai Who
So whatever’s famous is acceptable to me
Jab Se Mili Hai Aankhein, Hosh Hain Dono Hi Ke Gum
Since their eyes have met, their consciousness is lost
Kaisa Dildaar Hai Allah Allah
What sort of a benevolence is this, O Allah!
Kaisa Yeh Pyar Hai, Allah Allah
What sort of love is this, O Allah!
Kaisa Khumaar Hai, Allah Allah
What sort of intoxication is this, O Allah!
Kaisa Yeh Pyar Hai, Allah Allah
What sort of love is this, O Allah!

Sun Le Zameen, Sun Le Aasmaan
Listen O Earth and the Sky
Dono Ke Pyaar Ki Yeh Dastaan
The tale of love of these two people
Dono Mein Hain Kaisi Deewangi
What sort of craziness resides in them both?
Dono Deewane Chale Hain Kahaan
Where are these two crazy lovers headed?
Sun Le Zameen, Sun Le Aasmaan
Listen O Earth and the Sky
Dono Ke Pyaar Ki Yeh Dastaan
The tale of love of these two people
Mann Mein Umang Leke, Tan Mein Tarang Leke
Taking enthusiasm in their hearts and melodies in their bodies
Chhod Chale Dono Duniya Ki Galiyan
Both of them are leaving the lanes of the world

Inko Junoon Hai, Inki Sukoon Hai
They have great amount of passion and also satisfaction
Jab Se Mili Hai Aankhein, Hosh Hain Dono Hi Ke Gum
Since their eyes have met, their consciousness is lost
Kaisa Karaar Hai, Allah Allah
What sort of peace is this, O Allah!
Kaisa Yeh Pyar Hai, Allah Allah
What sort of love is this, O Allah!
Kaisa Iqraar Hai Allah Allah
What sort of acceptance is this, O Allah!
Kaisa Yeh Pyar Hai, Allah Allah
What sort of love is this, O Allah!
Kaisa Iqraar Hai Allah Allah
What sort of acceptance is this, O Allah!
Kaisa Yeh Pyar Hai, Allah Allah
What sort of love is this, O Allah!
Kaisa Khumaar Hai, Allah Allah
What sort of intoxication is this, O Allah!
Kaisa Yeh Pyar Hai, Allah Allah
What sort of love is this, O Allah!

Trans:

FM
Last edited by Former Member
×
×
×
×
×
×