Skip to main content

Reply to "PAKSTANI SINGER: SHABNAM MAJEED:"

PAKSTANI SINGER: SHABNAM MAJEED:

 

POET    : AHMAD FARAZ:

SINGER: SHABNAM MAJEED

 

12) AB KE HUM BICHADE TO SHAYAD KABHI KWABON MEIN MILEIN

http://www.youtube.com/watch?v=eAHAQPp89AE&feature=related

 

Ab kay hum bichday to shaayad kabhi khawabon may milein,
This time if we part, then we may meet in the dreams
Jis tarah sookhay huey phool kitabon mein milein
Like dry flowers that are found in books


Tu khuda hai na mera ishq farishton jaisa,
Neither you are God nor is my love like an angel,
Dono insaan hain to kyon itnay hijaabon mein milein
If we both are human beings, then why should we meet in hiding


Ab kay hum bichday to shaayad kabhi khawabon may milein,
Now that we are parting our ways, may be we will meet in dreams,


Ghum-e dunya bhi ghum-e yaar mein shamil kar lo
Why not add the sorrows of the world to the sorrows caused by my beloved
nasha bartha hain sharabein jo sharaboon main milein
After all when the drinks are mixed, the intoxication increases


Ab kay hum bichday to shaayad kabhi khawabon may milein,
Now that we are parting our ways, may be we will meet in dreams,


Ab na woh main hoon na tu hain na woh maazi hai `Faraaz',
You and I are not the same, nor do we have the same destination Faraz
Jaisay do saayey tamana kay sehraon mein milein
It is like two shadows meeting in the desert of wishes

 

Ab kay hum bichday to shaayad kabhi khawabon may milein,
Now that we are parting our ways, may be we will meet in dreams,
Jis tarah sookhay huey phool kitabon mein milein
Like dry flowers that are found in books


Trans: Ranjana

FM
×
×
×
×
×
×