Skip to main content

Replies sorted oldest to newest

MUNNI BEGUM: GHAZALS GALORE:

"Ghazals: Alive and Well"

It may suprise many of you, especially those who know the ghazal in its relatively new English form, that it is very much well and alive in the mainstream of Indian and Pakistani culture. Properly speaking, ghazal denotes a poetic genre, though in India and Pakistan today, the term commonly also implies the musical form in which it is rendered. As a lyric genre, the ghazal has its roots in classical Arabic poetry. Ghazal is an Arabic word which literally means talking to women. It grew from the Persian qasida, which verse form had come to Iran from Arabia around the 10th century A.D..The qasida was a eulogy written in praise of the emperor or his noblemen. The part of the qasida called tashbib got detached and developed in due course of time into the ghazal. Whereas the qasida sometimes ran into as many as 100 couplets or more in monorhyme, the ghazal seldom exceeded twelve, and settled down to an average of seven.

.
FM
MUNNI BEGUM: GHAZALS GALORE:

Though she is a renowned and world famous performer, Munni Begum has a uniquely unassuming and understated manner. She was Born in Murshidabad, West Bengal, India. The youngest child of seven children, she first started taking music lessons from the famous singer Ustad Khwaja Ghulam Mustafa Warsi. Subsequently, she studied in the school of music for three years and thereafter she launched her career.

She has two daughters and a son named. Muniba Hasnain, Minara Shoaib and Syed Mohammad Asad Ali.

Her parents migrated to East Pakistan in the early 1950s; East Pakistan later became independent Bangladesh. She studied in PAF Shaheen School, Dhaka, however she moved to Pakistan before graduating from high school, due to the War of 1971.

.
FM
MUNNI BEGUM: GHAZALS GALORE:

She began career as a singer in Karachi in 1970s. Begum released her first album of ghazals in 1976. It became a smash hit and broke all previous records. On March 23, 2008 Governor Dr Ishrat-ul-Ibad Khan has conferred the Pride of Performance award upon legendary female singer Munni Begum at a simple ceremony held at Governor's House in Karachi.

.
FM
MUNNI BEGUM: GHAZALS GALORE:

1) THE VIDEO: EK BAAR MUSKURAADO:

Firdaus jhoom uthay faza muskura uthay
Tum muskura utho toh khuda muskura uthay

(Ek baar muskura do ek baar muskura do)5

Afsana-e-chaman ka unwaan hi badal do
Phoolon ka sar kuchal do kaliyon ka dil masal do
Aakash ki jawani baadal main moun chupaye
Mahtaab doob jaye taaron ko neend aye
Zohrajabeen pari rukh kamseen iman ho anjum
Ankhain sharaab aaheen jazbaat nay talatun
Hiltee hui labon par hansta hua tarana
Aye dil nawaz paidal khatir main hai zamana
Lab haye ahmaree per nikhree hui hai laalee
Yeh halki halki surkhi tasveer hai shafaq ki
Awara shokh zulfain rukhsaar choomti hain
Rukhsaar choomti hain baykhud hain ghoomti hain
Ho zist ka sahara tum mauj main kinara
Laikin suna khuda-ra ek baar muskura do

Ek baar muskura do ek baar muskura do
Zulmi, ek baar muskura do ek baar muskura do

Ek naujawan musafir fitrat kala ubalee
Ek aalam-e-junoon mai ek simt jaa raha tha
Jaisay keh apnay dhun main parbat pey chal raha tha
Zulfain keh muntasharfeen chehray sai muz-mail tha
Nazrain kehraahtee theen ek na shikast dil tha
Maazi ki ghoongaton main ek aks paa raha thaa
Guzra hua zamana phir yaad araha thaa
Armaan tarap rahay thay hasrat machal rahee theen
Betaab zindagani karwat badal rahi theeee

Gin gin taaray haye bechari
Gin gin taaray haye bechari

Chaen na aye ji ghabraye
Dekh toh kya hai kaun basa hai
Deeda-e-tarmin nich-e-nazarmi
Shisha-e-dinmi ankh ki tilmi
Dil ko jalana khel hai jaana
Dil ko jala kar aag laga kar
Khud bhi jalo gay haath malo gay
um sham-e-farozan ho khud bhi jalo jala do lekin

Ek baar muskura do ek baar muskura do
Zulmi ek baar muskura do ek baar muskura do

Tum jaana-e-muda'a ho ek husn-e-dil ruba ho
Itna toh main kahoonga meri hi iss ghazal ka
Rangeen kaafiyan ho ek baat tum sai poochoon
Bolo jawaab dogi yeh husn yeh jawani sarkaar kya karogi
Hoton ki muskurahat
Becho khareed loonga manzoor ho toh bolo
Anmol daam doonga laikin

(Ek baar muskura do ek baar muskura do)5

1) EK BAAR MUSKARUDO:

Someday we will get Venkat or Ranjana to translate this wonderful ghazal:

Mind blowing video and audio:

,
FM
MUNNI BEGUM: GHAZALS GALORE:

Ghazals are poems often set to music and sung with great emotion. The poetic form of couplets goes back to 7th century Arabia. Later the ghazal gained prominence in Persian verse, and spread to India and Pakistan. Poets writing in Urdu adopted the form. For the past 30 years, Munni Begum has set these Urdu poems to music. Today, she's one of the top ghazal singers, loved by Pakistanis and Indians alike. Earlier this month she performed in Minneapolis. Independent producer Todd Melby was there.

.
FM
MUNNI BEGUM: GHAZALS GALORE:

2) THE VIDEO: LAZZAT-E-GHAM DEEJEYAY:

(Lazzat e gham badha deejeyay)5
Aap yun muskura deejeyay
Lazzat e gham badha deejeyay

(Ye mati dil bata deejeyay)3
Khaak laykar uraa deejeyay
Lazzat e gham badha deejeyay

(Aap aandheri nay kabtak rahay)3
Phir koyee ghar jala deejeyay
Lazzat e gham badha deejeyay

(Chand kabtak garhan may rahay)3
Aap zulfay ghata deejeyay
Lazzat e gham badha deejeyay

(Mera daman bahut saaf hain)3
Koyee tohmat lagaa deejeyay
Lazzat e gham badha deejeyay

(Aik samandar ne awaaz dee)3
Mujhko paani pila deejeyay
Lazzat e gham badha deejeyay

Aap yun muskura deejeyay
Lazzat e gham badha deejeyay
Aap yun muskura deejeyay
(Lazzat e gham badha deejeyay)2

2) LAZZAT E GHAM BADHA: MP 3:

.
FM
MUNNI BEGUM: GHAZALS GALORE:



3) BOTAL KHULI HAI RAKS MEIN: MP 3:

(Botal khuli hai raks mein jam e sharab hai)2
(Ai mai kasho tumhare)2 dua kaam yaad hai)2

Botal khuli hai raks mein

(Aisey haseen waqt mein peena sawaab hai)2
(Humtum hai maikada hai)2 shabhee maahtaabh hai)2

Botal khuli hai raks mein

(Jise kiya tha pyaar usee ne deye hain gham)2
(Sach poocheye tu dil ka)2 lagana azaab hai)2

Botal khuli hai raks mein

(Pahlu may hain raqueeb tumhare khoda ki shaan)2
(Kaanta be hai vaheepay)2 jahaan par gulaab hai)2

Botal khuli hai raks mein

(Paimana bhar ke kehti hain vo kis ada ki saath)2
(Peelo hamare haath say)2 peena sawaab hai)2

Botal khuli hai raks mein

(Que main kaday may shaikhji banti vo paar saath)2
(Aankhen bata rahe hai kay)2 neeyat kharaab hai)2

Botal khuli hai raks mein jam e sharab hai
Ai mai kasho tumhare)2 dua kaam yaad hai

Botal khuli hai raks mein

.
FM
Last edited by Former Member
MUNNI BEGUM: GHAZALS GALORE:

Munni Begum grew up in Dhaka. At that time Dhaka was the capital of East Pakistan, now known as Bangladesh. In 1971, Begum's family fled their home country during its war for independence, and ended up in a refugee camp in Pakistan.

At the camp, Munni Begum and her parents didn't have water or electricity. What they did have was the young woman's singing talent. In 1976, she recorded her first album of ghazals.

Urdu was a new language for Begum, so she chose contemporary ghazals that were easy for her to understand and sing. The simplified lyrics made the music accessible to a wide audience and before long, her fame took off.

Speaking in Urdu in a recent interview, she said everyone from the rickshaw driver to the airplane pilot could understand her SONGS. And they loved them. After just two months, she went to the record company's office to pick up her first royalty check. Its size surprised her.

"I said please you give me royalty. He said you sit down. He said this is your check. I said Oh, my God, 7,000 rupees. He said no, this is 70,000."

Flush with cash, her family left the refugee camp and bought a house.

Three decades later, Munni Begum lives in Chicago and is a U.S. citizen. She often performs in North America and South Asia.

Her Minneapolis concert was sponsored by the University of Minnesota's Pakistani Student Association. College students, middle-aged Pakistani-Americans and their American-born children were all there.

Older fans clapped, swayed and sang along with Begum. Some requested their favorite songs on slips of paper.

But the teens in the crowd looked bored.

Kinza Khan is 13 years old. She and her friends were huddled around a table far from the stage. On purpose. Even though she speaks Urdu, she holds her nose at Munni Begum's singing.

"Like in our car she'll be like oooooh, ahhhh for like the whole song. That's why you can't understand her because it's like ooooohs and ahhhs, haaas, whoos, blah, blah, blah."

Begum's own son, a high school student in Chicago, isn't really into ghazals either.

"My son, he don't like my song, my music. He like rap music."

However, millions of older South Asians still love Munni Begum. This is "Ek Baar Muskardo." In this song, the narrator is asking her beloved to smile, just once.

Since the mid-1970s, Munni Begum has recorded 42 albums. She'll soon return to Pakistan to record her 43rd.

.
FM
MUNNI BEGUM: GHAZALS GALORE:

4) BHOOLNEY WALEY SEY KOI KEHDE ZARA: MP 3:

(Bhoolne wale se koi kehde zara is tarha yaad aane se kya fayada)2
(Jab mere dil ki duniya basaate nahin phir khyalon mein aane se kya fayada)2

Bhoolne wale se

(Chaar dinke jala ke kya mil gaya mit sakana zammane se mera nishhan)2
(Mujh pe bijli girao toh jaane sahi ashiyaan par giraane se kya fayada)2

Bhoolne wale se

(Kya kahoon aap se kitni umeed thi aap kya badl duniya badal se gayi)2
(Aasra de ke dil todte hain mera is tarha sataane se kya fayda)2

Bhoolne wale se

(Tum ne moosa ko nahak taqleef di lutf aata agar yaad karte hume )2
(Jinki ankhoon mein taab-e-nazaara na ho unko jalwa dikhaane se kya fayada)2

Bhoolne wale se

(Pehle dil ko buraai se kar paak toh fir kholos-e-aqdeedat se kar justjo)2
(Aise sajdoon se allaha milta nahin har jagah sar jhukaane se kya fayada)2

Bhoole wale se

(Laakh samjhaya tujhko magar shameen teri hoshyari akhir na kaam a saki
aank milti gayi raaz khulte gaye-abh haqeeqat chupaane se kya fayada

bhoolne wale se koi keh de zara is tarah yaad aane se kya fayada

4) THE VIDEO: BHOOLNEY WALEY SEY KOI KEHDE ZARA

THE VERSATILITY OF MUNNI-JI IS SIMPLY MIND BLOWING:

.
FM
MUNNI BEGUM: GHAZALS GALORE:

MUNNI BEGUM WAS AWARDED THAT COVETED AWARD: IN 2008

Pride of Performance: is a civil award given by the Government of Pakistan to Pakistanis for distinguished merit in the fields of literature, arts, sports, medicine, or science for civilians. Once a year it is announced on Independence Day and given on Pakistan Day by the President of Pakistan. This award has no particular standing in Pakistani civil decorations hierarchy, but is regarded as one of the highest honours in Pakistan.

.
FM
MUNNI BEGUM: GHAZALS GALORE:

I have been through extremely difficult times and I have faced tremendous hardships.
However, I was never discouraged.
Further, by the time I had started my practical life, the entire responsibility of my family had fallen on my shoulders.

All I could do was to take one day at a time.
Slowly, but surely, bad times passed over.

munni begum:

.
FM
MUNNI BEGUM: GHAZALS GALORE:

5) AHLE DERO HARAM RAH GAYE: MP 3:

(Ahl-e-dair-o-haram rah gaye)3
all that are left are the people of the cloth (people of temples and mosques)
(Tere diiwaane kam rah gaye)2
of your admirers, there are very few

Ahl-e-dair-o-haram rah gaye...
all that are left are the people of the cloth

Un ki har shai gawaarii magar
everything of hers was very pleasing, but
Phir bhi zulfon mein hum rah gaye
but I stopped at her tresses

Ahl-e-dair-o-haram rah gaye...
all that are left are the people of the cloth

Dekh kar un ki tasweer ko
looking at her picture
Aa'ina ban ke hum rah gaye
I became a mirror and lingered

Ahl-e-dair-o-haram rah gaye...
all that are left are the people of the cloth

Betakalluf woh ghairon se hai
with others she has no shyness,
naaz uthaane ko hum rah gaye
I remain the object of her modesty

Ahl-e-dair-o-haram rah gaye...
all that are left are the people of the cloth

hum se pii kar uthaa na gaya
I could not get up after the drinking
ladkhadaa ke qadam rah gaye
my steps staggered and stood still

Ahl-e-dair-o-haram rah gaye...
all that are left are the people of the cloth

mit gaye manzilon ke nishaan
all signs of the destination have disappeared
sirf naqsh-e-qadam rah gaye
only the footprints remained

Ahl-e-dair-o-haram rah gaye...
all that are left are the people of the cloth

paas manzil ke maut aa gayii
death arrived near the destination
jab sirf do qadam rah gaye
when there were merely two steps left

Ahl-e-dair-o-haram rah gaye...
all that are left are the people of the cloth

Trans:

.
FM
MUNNI BEGUM: GHAZALS GALORE:

6) AI MERE HUMNASHEEN KAR: MP 3:

aye meray dil kisi say bhi shikwa na kar, aap bulandi pay tera sitara nahin
ghair ka zikr kia, ghair phir ghair hai, jo hamara tha woh bhi hamara nahin

(aye meray ham nasheen chal kahin aur chal haaye, is chaman main ab apna guzara nahin)2
aye meary ham nasheen chal kahin aur chal, is chaman main ab apna guzara nahin
(baat hoti guloon tak to seh laitay hum, ab to kantoon pay bhi haq hamara nahin)2

aye meray ham nasheen

(di sada daar par, aur kabhi toor par, kis jagah mainay tumko pukara nahin )2
(thokrain yon khilanay say kia faida, saaf keh do kay milna gawara nahin)2

aye meray ham nasheen

(aaj aaye ho tum kal chalay jao gey, yeh mohabbat ko apni gawara nahin)2
umr bhar ka sahara bano to bano haaye, do ghari ka sahara, sahara nahin
umr bhar ka sahara bano to bano, do ghari ka sahara, sahara nahin

aye meray ham nasheen

(gulsitaan ko laho ki zaroorat pari, sab say pehlay hi gardan hamari kati)2
phir bhi kehtay hain mujh say, yeh ahl-e-chaman haaye, yeh chaman hai hamara, tumhara nahin
phir bhi kehtay hain mujh say, yeh ahl-e-chaman,yeh chaman hai hamara, tumhara nahin

aye meray ham nasheen

(zaalimo apni kismat pay nazaan na ho, dor badlay ga yeh waqt ki baat hai)2
(voh yakeenan sunay ga sadayen meri, kya tumhara khuda hai hamara nahin!)2

aye meray ham nasheen chal kahin aur chal, is chaman main ab apna guzara nahin
baat guloon tak to seh laitay hum, ab to kantoon pay bhi haq hamara nahin

aye meray ham nasheen

.
FM
MUNNI BEGUM: GHAZALS GALORE:

7) LA PILADE SAQIYA: MP 3:

(La pila de saqia, paimana paimane ke baad)2
Baat matlab ki karoonga, hosh aa jane ke baad
La pila de la pila de

(Jo jalata hai kisi ko, khud bhi jalta hai zaroor)2
(Shamma bhi jalti rahi, parwana jal jaane ke baad)2
Baat matlab ki karoonga, hosh aa jane ke baad
La pila de...la pila de

(Zindagi mein do hi lamhe, mujh pe guzre hain kathin)2
(Ek tere aane se pehle, ek tere jaane ke baad)2
Baat matlab ki karoonga, hosh aa jane ke baad
La pila de la pila de

(Uth chalo bas ae zafar, is mahfil-e-agiyar se)2
(Warna pini hi padegi, daur chal jaane ke baad)2
Baat matlab ki karoonga, hosh aa jane ke baad

(La pila de saqia, paimana paimane ke baad)3

.
FM
MUNNI BEGUM: GHAZALS GALORE:

8) AE ISHQ HUMEIN ITNA TU BATAA: MP 3:

(Ae Ishq humein itna tu bataa, anjaam hamara kya hoga)2
Taqdeer bata ab isi bura anjaam hamara kya hoga

Ae Ishq humein

(Nadaan chaman may kaliyon nay Lab khol nahi hasni kayleyay)2
(Vo pooch rahi hai shabnam say Anjaam hamara kya hoga)2

Ae Ishq humein

(Kashti na rahi sahil na raha Sahil ke tamana bhi na rahi)2
(Ae Pooch nay walay zahir hain Anjaam hamara kya hoga)2

(Ae Ishq humein itna tu bataa, anjaam hamara kya hoga)2
(Taqdeer bata ab isi bura anjaam hamara kya hoga)2

Ae Ishq humein itna tu bataa, anjaam hamara kya hoga

Trans:

.
FM
MUNNI BEGUM: GHAZALS GALORE:

(9) AWAARGI MEIN HUDSE GUZAR: MP 3:

(Awaargi mein hud se guzar jana chaheeye)2
(Lekin kabhi kabhar)2 To ghar jana chaheeye.
(Awaargi mein hud se guzar jana chaheeye)2

(Mujh se bichar kar in dinon kis rang mein hain woh)3
(Yeh dekhney raqeeb key ghar jana chaheeye)2
(Lekin kabhi kabhar)2 To ghar jana chaheeye.

Awaargi mein hud se guzar jana chaheeye.

(Us buut se ishq kijeiye lekin kuch is tarah)3
(Puche koi to saaf mukar jana chaheeye)2
(Lekin kabhi kabhar)2 To ghar jana chaheeye.

Awaargi mein hud se guzar jana chaheeye.

(Afsos apne ghar ka puta hum se kho gaya)3
(Ab sochna yeh hai ke kidhar jana chaheeye)2
(Lekin kabhi kabhar)2 To ghar jana chaheeye.

Awaargi mein hud se guzar jana chaheeye.

(Bhaitain hey hur faseel peh kuch log taak mein)3
(Acha hai thori dheir sey ghar jana chaheeye)2
(Lekin kabhi kabhar)2 To ghar jana chaheeye.

Awaargi mein hud se guzar jana chaheeye.

(Rab-e-wisal, wasl kah mausam bhi aagaya)3
(Ab to mera naseeb sunwar jana chaheeye)2
(Lekin kabhi kabhar)2 To ghar jana chaheeye.

Awaargi mein hud se guzar jana chaheeye.

(Nadaan yeh jawani ka zamana guzar gaya)3
(Ab aagaya burhapa, sudhar jana chaheeye)2
(Lekin Kabhi Kabhar)2 To ghar jana chaheeye.

Awaargi mein hud se guzar jana chaheeye.

(Nadaan yeh jawani ka zamana guzar gaya)3
(Ab aagaya burhapa, sudhar jana chaheeye)2
(Lekin kabhi kabhar)2 To ghar jana chaheeye.

Awaargi mein hud se guzar jana chaheeye.

(Bhaitey raho gey kab dasht mein kab tak hussan raza)3
(Jeena agar nehein hai to mar jaana chaheeye)2
(Lekin kabhi kabhar)2 To ghar jana chaheeye.

(Awaargi mein hud se guzar jana chaheeye)5

.
FM
MUNNI BEGUM: GHAZALS GALORE:

(10) AASMAN SE UTTARA GAYAA: MP 3:

(Aasman Se Uttara Gayaaa)3
(Zindagi De Ke Maraa Gayaa)2
Aasman Se Uttara Gayaaa

(Ishq Jiss Nay kiya Soch lay)2
(Woh To Bay Mout Maraaa Gaya)2

Aasman Se Uttara Gayaaa

(Mery Mehfil Se Woh kiya Gayeen)2
(Saath main Dil Humara Gayaa)2

Aasman Se Uttara Gayaaa

(Mujh Ko Sahil Ka De ke faraib)2
(Mout kay Ghat Utaraa Gayaa)2

Aasman Se Uttara Gayaaa

(Mout Say Bhi Jo Na Mar Sakaa)2
(Us Ko Nazroon Se Maraa Gayaa)2

Aasman Se Uttara Gayaaa
Zindagi De Ke maraa Gayaa

.
FM
MUNNI BEGUM: GHAZALS GALORE:

(11) TUM POOCHO AUR MAIN NA BATAU: MP 3:

(Tum poocho aur main na batau aese to halaat nahi)2
(Ek zara sa dil toota hai)2 aur to koi baat nahi

Tum poocho aur main na batau

(Kis ko khabar thi sawale baadal bin barse udjaate hai)2
(Sawan aaya lekin apni)2 kismat mein barsaat nahi
Sawan aaya lekin apni kismat mein barsaat nahi

Tum poocho aur main na batau

(Toot gaya jab dil to phir saason ka nagma kya maane)2
(Gunj rahi hai kyu shehnaai)2 jab koi baraat nahi
Gunj rahi hai kyu shehnaai jab koi baraat nahi

Tum poocho aur main na batau

(Mere ghum-gii hone par Ahabaab hai kyu hairaan "Qatil")2
(Jaise main patthar hu mere)2 seene mein jazbaat nahi
Jaise main patthar hu mere seene mein jazbaat nahi

Tum poocho aur main na batau aese to halaat nahi
Ek zara sa dil toota hai)2 aur to koi baat nahi

Tum poocho aur main na batau

.
FM
MUNNI BEGUM: GHAZALS GALORE:

12) AB SHIDAT E GHAM MEIN MASLOOII MP 3:

ab shiddat-e-gham mein masloo'ii aaram sahara deta hai
in the severity of sorrow, only the serenity of prayer gives you a hand
ya dost tasalli dete hain, ya jaam sahara deta hai
friends console me, or the wine goblet keeps me company

ae dost mohabbat ke sadme tanha hi uthaane padathe hain
friend! the blows of love must be borne alone
rahabar to faqat is rastey mein, do gaam sahara dete hain
fellow travellers on this road only keep company for a couple of steps

do naam hain sirf is duniya mein, ek saaqi ka, ek yazdaan ka
there are only two names in this world, the wine-bearer (lover), and God
ek naam pareshaan karta hai, ek naam sahara deta hai
one name makes you more forlorn, and the other holds your hand

toofan ke taivar ko to dekho, sahil ka koyii ummeed nahin
look at the expression of the tempest, there is no hope of reaching shore
mallah ki soorat ko dekho, naakaam sahara dete hain
look at the face of the boatman, his help is also futile

ab shiddat-e-gham me masloo'ii aaram sahara deta hai
in the severity of sorrow, only the serenity of prayer gives you a hand

Trans: Venkat:

.
FM
MUNNI BEGUM: GHAZALS GALORE:

16) MAIN NAZAR SE PE NA RAHAHON: MP 3:

(Mein nazar se pee raha hoon ye samaan badal na jaaye)3
(Na jhukaao tum nigaahain kahin raat dhal na jaaye)2

Mein nazar se pee raha hoon.....

(Abhi raat kuch hai baaqi na uthaa niqab saaqi)2
(Tera rind girtay girtay kahin phir sanbhal na jaaye)2

Mein nazar se pee raha hoon.....

(mere ashk bhi iss mein ye sharab ubal na jaaye)2
(mera jaam choonay waalay tera hath jal na jaaye)2

Mein nazar se pee raha hoon.....

(Meri zindagi ke maalik mere dil pe hath rakh de)2
(Teray aanay ki khushi mein mera dum nikal na jaaye)2

Mein nazar se pee raha hoon.....

(Mujhay phoonknay se pehle mera dil nikal lena)2
(Ye kisi ki hai amanat kahin sath jal na jaye)2

Mein nazar se pee raha hoon.....

.
FM
Last edited by Former Member
MUNNI BEGUM: GHAZALS GALORE:

17) TUMHARE SHAHER KA MOUSAM: MP 3:

Tumhare shaher ka mausam barha suhana lagge..
Main eik shaam chura loon agar bura na lagge..

Tumhare bas mein agar ho to bhul jao mujye..
Tumhe bhulane mein shayad mujye zamana lagge..

Humare pyaar se jalne laggi hai eik duniya..
Duwa karro kissi dushman ki bad duwa na lagge..

Main eik shaam chura loon agar burra na lagge..
Tumhare shaher ka mausam barra suhana lagge..

Jo dub na hai to itne sakoon se dubbo..
Ke ass paas ki lehroon ko bhi pata na lagge..

Kuch is aadha se mere saath bewafai kar..
Ke tere baad mujye koi bewafa na lagge..

Tumhare shehar ka mausam barra suhana laggeâ€Ķ
Main eik shaam chura loon agar burra na laggeâ€Ķ

.
FM
MUNNI BEGUM: GHAZALS GALORE:

15) CHAMAN ROYE HASE SHABNAM: MP 3:

(Chaman roye hasee shabnam biyaan baaki nikhara hain)2
(Tu kaisa be naya mowsam mere parwar digaar ayee)2

Chaman roye hasee shabnam

(Wo sarkhole hamare laash pe deewana baar ayee)2
(Ise ko mout kehte hain tu yarab baar baar ayee)2

Chaman roye hasee shabnam

(Sare gore gareeba awo leykin ek guzarish hain)2
(Zamaan mo kheer kay rona, jaha mayra mazar ayee)2

Chaman roye hasee shabnam

(Abas ke hole ay hamko magar ay ahle gulshan tum)2
(Hame bhi yaadkar dena chaman may jab bahar ayee)2

Chaman roye hasee shabnam

(Amar dil kya hai main to unke khatir jaan bhi dedon)2
(Mayree qismat agar unko na phir bhi aiitbaar ayee)2

Chaman roye hasee shabnam biyaan baaki nikhara hain
Tu kaisa be naya mowsam mere parwar digaar ayee
Chaman roye hasee shabnam

.
FM

Test:

 

MUNNI BEGUM: GHAZALS GALORE:

 

1) EK BAAR MUSKARADO

http://www.indiamp3.com/music/...ad.php?song_id=61739

 

Firdaus jhoom uthay faza muskura uthay
Tum muskura utho toh khuda muskura uthay

 

(Ek baar muskura do ek baar muskura do)5

 

Afsana-e-chaman ka unwaan hi badal do
Phoolon ka sar kuchal do kaliyon ka dil masal do
Aakash ki jawani baadal main moun chupaye
Mahtaab doob jaye taaron ko neend aye
Zohrajabeen pari rukh kamseen iman ho anjum
Ankhain sharaab aaheen jazbaat nay talatun
Hiltee hui labon par hansta hua tarana
Aye dil nawaz paidal khatir main hai zamana
Lab haye ahmaree per nikhree hui hai laalee
Yeh halki halki surkhi tasveer hai shafaq ki
Awara shokh zulfain rukhsaar choomti hain
Rukhsaar choomti hain baykhud hain ghoomti hain
Ho zist ka sahara tum mauj main kinara
Laikin suna khuda-ra ek baar muskura do

 

Ek baar muskura do ek baar muskura do

 

Zulmi, ek baar muskura do ek baar muskura do

Ek naujawan musafir fitrat kala ubalee
Ek aalam-e-junoon mai ek simt jaa raha tha
Jaisay keh apnay dhun main parbat pey chal raha tha
Zulfain keh muntasharfeen chehray sai muz-mail tha
Nazrain kehraahtee theen ek na shikast dil tha
Maazi ki ghoongaton main ek aks paa raha thaa
Guzra hua zamana phir yaad araha thaa
Armaan tarap rahay thay hasrat machal rahee theen
Betaab zindagani karwat badal rahi theeee

Gin gin taaray haye bechari
Gin gin taaray haye bechari

Chaen na aye ji ghabraye
Dekh toh kya hai kaun basa hai
Deeda-e-tarmin nich-e-nazarmi
Shisha-e-dinmi ankh ki tilmi
Dil ko jalana khel hai jaana
Dil ko jala kar aag laga kar
Khud bhi jalo gay haath malo gay
um sham-e-farozan ho khud bhi jalo jala do lekin

 

Ek baar muskura do ek baar muskura do

Zulmi ek baar muskura do ek baar muskura do



Tum jaana-e-muda'a ho ek husn-e-dil ruba ho
Itna toh main kahoonga meri hi iss ghazal ka
Rangeen kaafiyan ho ek baat tum sai poochoon
Bolo jawaab dogi yeh husn yeh jawani sarkaar kya karogi
Hoton ki muskurahat
Becho khareed loonga manzoor ho toh bolo
Anmol daam doonga laikin

 

(Ek baar muskura do ek baar muskura do)5

FM
Last edited by Former Member

Add Reply

×
×
×
×
×
Link copied to your clipboard.
×
×