Skip to main content

Replies sorted oldest to newest

GHAZALS BY CHITRA SINGH

Chitra Dutta was born in a Bengali family. She had no formal musical training, but had strong roots of music in her family. She learned much of her music by listening to her mother's music teacher. She had a daughter, Monica (from her previous marriage) who committed suicide in 2009. Jagjit and Chitra's only son Vivek died in an accident in July 1990. Chitra stopped singing after this.

FM
Last edited by Former Member

 

GHAZALS BY CHITRA SINGH

POET    : TASLEEM FAZLI
SINGER: CHITRA SINGH

1) AAP KO BHOOL JAAYEN HUM, ITNE TO BEWAFA NAHIN
http://www.mastimag.com/download.php?song_id=43933

Aap ko bhool jaayen hum itne to bewafa nahin
I cannot forget you for cheating on me
Aapse kya gila karein? Aapse kuch gila nahin
What complaints can I have against you?... none

Sisha-e-dil ko todna unka to ek khel hai
This glasslike heart is like a game for you
Humse ye bhool ho gayee unke koi khata nahin
It was my mistake and you are blameless

Kaash wo apne gham mujhe de den to kuch sukoon mile
Had you given me your woes I would have been much relief
Wo kitna bad-naseeb hai, gam hee jise mila nahin
Lucky are those that do not get a heartache from you

Jurm hai gar wafa to kya, kyoon kar wafa ko shod doo
Crime of unfaithfulness, should I be loyal and forget?
Kehte hain is gunaah kee hoti koi saza nahin
There is no punishment for this crime.

Aapse kya gila karein? Aapse kuch gila nahin
What complaints can I have against you?... none
Aap ko bhool jaayen hum itne to bewafa nahin
I cannot forget you for cheating on me

Trans:
FM
Last edited by Former Member

 

GHAZALS BY CHITRA SINGH

 

Chitra Singh met Jagjit Singh in Mumbai (then known as Bombay), India, in the late 1960s, and they started a musical career together by singing jingles for various advertisements. Their career took off with the launching of The Unforgettables, an album with several firsts to its credit. Their public singing before large audiences revolutionized ghazal singing. Until then, ghazal singing had been confined to musical performances ("mehfils") before small audiences consisting primarily of the elite in the society.

 

The duo composed and sang songs for Hindi, Punjabi and Bengali albums. They contributed to devotional music by releasing albums which included Krishna, Chirag, Hey Ram, and Shabads. Krishna is one of the largest-selling titles in its category

FM

GHAZALS BY CHITRA SINGH

POET    :  ALI SARDAR JAFRI
SINGER: CHITRA SINGH

2) AWARA HAIN GALIYON MEIN
http://www.mastimag.com/download.php?song_id=43932

Aawaara Hai Galiyon Mein, Main Aur Meri Tanhayi
Wonders are in your street, I am alone in my lonliness
Jaayein Toh Kahaan Jaayein Har Mod Pe Rusawaayi
Where do we go? there is disdain at every turn

Main Aur Meri Tanhayi
I am alone in my lonliness

Yeh Phul Se Chehare Hai, Hasate Huye Ghuldaste Hain
These beautiful faces are like laughing bouquet
Koyi Bhi Nahi Apana Begaane Hai Sab Raste
No one belongs to me, all paths are unknown

Raahein Bhi Tamashayi
Even the paths laugh at me
Main Aur Meri Tanhayi
I am alone in my lonliness

Armaan Sulagate Hain Sine Mein Chita Jaise
Desires burn in my heart like a funeral pyre
Kaatil Najar Aati Hai, Duniya Ki Hawa Jaise
Gaze of  the world pierces me like a wind of swords
Roti Hai Mere Dil Par, Bajati Huyi Shehnayi
Even the tunes of shehnai pains my heart

Main Aur Meri Tanhaayi
I am alone in my lonliness

Aakaash Ke Maathe Par Taron Ka Chara Hai
Pehalu Mein Magar Mere Jakhmon Ka Gulista Hai
Aankhon Se Lahu Tapaka Daaman Mein Bahaar Aayi

Main Aur Meri Tanhayi
I am alone in my lonliness

Trans:

FM
Last edited by Former Member

GHAZALS BY CHITRA SINGH

POET    : JAVED AKHTAR
SINGER: CHITRA SINGH

3 KYON ZINDAGI KI RAAH MEIN
http://www.mastimag.com/download.php?song_id=44225

kyon jindagee kee raah men, majaboor ho gaye
itane hue kareeb ke ham door ho gaye
Why did I became helpless on the path of life
We were so near to each other, now we are far away

Aaisaa naheen ke ham ko koi bhee khushee naheen
Lekin ye jindagee to koi jindagee naheen
Kyon isake faisale hame manjoor ho gaye
It is not that I do not have any happiness
But this life is not a life
Why did I agree to its decisions

Itane hue kareeb ke ham door ho gaye
Kyon jindagee kee raah men, majaboor ho gaye
We were so near to each other, now we are far away
Why did I became helpless on the path of life
 
Paayaa tumhe to ham ko lagaa, tum ko kho diyaa
Ham dil pe roye aur ye dil ham pe ro diyaa
Palakon se khwaab kyon gire, kyon choor ho gaye
When we became together I felt that I was losing you
I cried with my heart and my heart cried for me
Why did this dreams slip from me, why did it shatter

Itane hue kareeb ke ham door ho gaye
Kyon jindagee kee raah men, majaboor ho gaye
We were so near to each other, now we are far away
Why did I became helpless on the path of life

Trans:

FM
Last edited by Former Member

GHAZALS BY CHITRA SINGH

POET    : SUDARSHAN FAAKIR
SINGER: CHITRA SINGH

4) MERE DUKH KI KOI DAWA NA KARO
http://www.mastimag.com/download.php?song_id=43815

Mere dukh ki koi dawa na karo
Mujhko mujhse abhi juda na karo

Na-khuda ko khuda kaha hai to fir
Doob jaao khuda-khuda na karo

Ye sikhaya hai dosthi ne hame
Dosth bankar kabhi wafa na karo

Ishq hai ishq ye mazaq nahi
Chand lamho me faishlaa na karo

Aashiqi ho ke bandagi fakir
Be-dili se to ye fida na karo

FM

GHAZALS BY CHITRA SINGH

LYRICS : SUDARSHAN FAAKIR
SINGER: CHITRA SINGH
MUSIC  : JAGJIT SINGH

5) JIS MODH PAR KIYE THE
http://www.mastimag.com/download.php?song_id=44224

Jis mod par kiye the hum intezaar barso
Jis mod par kiye the hum intezaar barso
Us se lipat ke roye, diwana-waar barso
Us se lipat ke roye, diwana-waar barso
Jis mod par kiye the

Tum gulsitan se aaye zikre khizan hilaye
Tum gulsitan se aaye zikre khizan hilaye
Humne kafas mein dekhi
Humne kafas mein dekhi fasle bahaar barso
Jis mod par kiye the hum intezaar barso
Jis mod par kiye the

Hoti rahee hai yun to barsat aasuo kee
Hoti rahee hai yun to barsat aasuo kee
Uthte rahe hain phir bhi
Uthte rahe hain phir bhi dil se gubaar barso
Jis mod par kiye the hum intezaar barso
Jis mod par kiye the

Wo sang-e-dil tha koi begana-e-wafa tha
Wo sang-e-dil tha koi begana-e-wafa tha
Karte rahen hai jiska
Karte rahen hai jiska hum intezaar barso
Jis mod par kiye the hum intezaar barso
Jis mod par kiye the.

FM
Last edited by Former Member

Add Reply

×
×
×
×
×
Link copied to your clipboard.
×
×