Skip to main content

CHOICES: AGAM KUMAR NIGAM

ALBUM : BEWAFAAI KA AALAM 2010
SINGER: AGAM KUMAR NIGAM
MUSIC : NIKHIL VINAY
LYRICS : PRAVEEN BHARDWAJ


2) APNE HAATHON SE MUJHAY DEDO ZAHAR

(Chahe kisiko tum dil dedo chahe kisiko jaan
Jate jate jaane jana karado ye ehasaas)2
Kuyun kisi ke sath deke tum ko meri nazar
(Apne haathon se mujhe dedo zahar)4

Marana meri kismat hai tho khawb dekhun jineke
Jab koi hum dard nahi kyun jakham dikhau sineke
Aankhomein tum ne to lagaya hai doulat ka kajal
Pyar tumhe dikha tha hai jhuta aur ye duniya pagal
Chahe mujhe ab pagal kehdo chahe kaho naadan
Kon ye jane hawaka jhoka jhoka hai ya tufaan
Kyun mein dekhu aankhose apani ujada hua shaher
(Apne haathon se mujhe dedo zahar)4

Kal tak tumthe mere aur ab kal se me daratha hu
Tum na ra rahogi pass mein ab us pal se mein daratha hu
Thokar ab uss mod pe khayi shayad he sab lunga
Mar jaunga bhatkunga iss gab se na nikalunga
Jism se dekho nilal rahi hai dhire dhire jaan
Puri tarah se mar jau ab yahi hai arman
Humsafar ho khatm karado tum he mera safar

(Apne haathon se mujhe dedo zahar)4
Chahe kisiko tum dil dedo chahe kisiko jaan
Jate jate jaane jana karado ye ehasaas
Kuyun kisi ke sath deke tum ko meri nazar
(Apne haathon se mujhe dedo zahar)4

.
FM
CHOICES: AGAM KUMAR NIGAM

ALBUM : BEWAFAAI KA AALAM 2010
SINGER: AGAM KUMAR NIGAM
LYRICS: PRAVEEN BHARDWAJ
MUSIC : NIKHIL VINAY


3) ISHQ HAIN DHOKA ISHQ HAIN DHOKA YAAR

(Ishq mein meet gaye lakho deewane
Ishq mein loote lakho khajane
Ishq mein vo bhi andhe ho gaye jisne dekhe jamane)2
Ishq mein kiya to yakeen ho gaya
(Ishq hai dhokha ishq hai dhokha ishq hai dhokha yaar
ishq jo marj hai dard he dard hai rakhana dawa taiyaar)2

Ishq khuda hai you to keh gaye lakho teer fakeer
Ishq dilon mein fie kyun jal gaye jal gaye ranjha heer
Jab se chupai apane dil mein mene ek tasbeer
Aisse laga jaise padd gayi ho dhadkan pe janjeer
Jo na socha kabhi tha vahi ho gaya
(Ishq hai dhokha ishq hai dhokha ishq hai dhokha yaar
Ishq jo marj hai dard he dard hai rakhana dawa taiyaar)2

Ishq ko you to kehate hai janatka darwaja
Phir kyun iss janat mein khushiyaan kam aur dard hai jada
Jab se kiya hai mene apani sil se ishq ka wada
Dil pe aise chot lagi dil ho gaya adaa adaa
Mene pucha to kuch dil wahi rogaya
(Ishq hai dhokha ishq hai dhokha ishq hai dhokha yaar
Ishq jo marj hai dard he dard hai rakhana dawa taiyaar)2
Ishq mein kiya to yakeen ho gaya
(Ishq hai dhokha ishq hai dhokha ishq hai dhokha yaar
Ishq jo marj hai dard he dard hai rakhana dawa taiyaar)2

.
FM
CHOICES: AGAM KUMAR NIGAM

ALBUM : BEWAFAAI KA AALAM 2010
SINGER: AGAM KUMAR NIGAM/TULSI KUMAR
LYRICS: PRAVEEN BHARDWAJ
MUSIC : NIKHIL VINAY


5) AAJ KI RAAT TO JE BHAR KE MUJHE RONE DE

(Aankho se aansu giranede tukadomein mujhko marane de)2
Mein tere ishq mein pagal huin duniya ko baten karane de
(Bewafaai ki khabar aaj sabko honede)2
(Aaj ki raat to jee bhar ke mujhe rone de)2
Aankho se aansu giranede tukadomein mujhko marane de
Mein tere ishq mein pagal huin duniya ko baten karane de
(Bewafaai ki khabar aaj sabko honede)2

(Aaj ki raat to jee bhar ke mujhe rone de)2

Kal tho din badalenge har raat juda si hogi
Mein jina jo chahunga har saas kafa si hogi
Dil bhi na sehpayega jo chot lai hai dil pe
Sara sager par kiya aur dub gaya sahil pe
Mein bhi marate marate tera naam kahi pe likh dunga
Kuch bhi nahi tho aashknse ilzaam jameen pe likh dunga
(Iss judai ki khabar aaj sabko hone de)2

(Aaj ki raat tho jee bhae ke mujhe rone de)2

Zakhamo mein ab dard bhi ho to dawa nahi tum karana
Meri halat najuk ho tho duwa nahi tum karana
Meri aankho ko na ab tum jhuta payr dikhana
Jo bhi tum ne baat kayi vo baat hai sirf kahana
Phir bhi jaate jaate thoda reham to mujhe pe karana tum
Dil thodi jagah hai baaki dard se iss ko bhar do tum
(Rehanumaai ki khabar aaj sabko hone de)2

(Aaj ki raat tho jee bhae ke mujhe rone de)2
Aankho se aansu giranede tukadomein mujhko marane de
Mein tere ishq mein pagal huin duniya ko baten karane de
(Bewafaai ki khabar aaj sabko honede)2

(Aaj ki raat tho jee bhae ke mujhe rone de)3

.
FM
CHOICES: AGAM KUMAR NIGAM

ALBUM : BEWAFAAI KA AALAM 2010
SINGER: AGAM KUMAR NIGAM
LYRICS: PRAVEEN BHARDWAJ
MUSIC : NIKHIL VINAY


7) KHUDA KA SHUKRIYA ADA KARTA HOON

(Bewafaai to tumhari aadat thi
Mujhko choda mujhko tumne rahat di)2
Ab naa deewano ki tarah jeeta hoon maratha hu
(Khuda ka shukriya ada karatha hoon)2
Bewafaai to tumhari aadat thi
Mujhko choda mujhko tumne rahat di
Ab naa deewano ki tarah jeeta hoon maratha hu

(Khuda ka shukriya ada karatha hoon)2

Jitane din tha pass tumhare raato mena soya
Shyad ek din tum badaloge umeedon mein roya
Do din to tum payr jatate do din karathe mafarat
Mein mosoom hu mein kya janu kya thi tumhari hasrat
Hua na kuch aisa jo mene socha ha
Tumhari baatomein gajab ka dhoka tha
Iss mohabaat ne meri kya halat ki
Mujhko choda mujhko tumne rahat di
Ab naa deewano ki tarah jeeta hoon maratha hu

(Khuda ka shukriya ada karatha hoon)2

Jab se tum tum ko dil mein basaya toot utti dil pe aafat
Jis ne itane dard diye ho vo kya dega rahat
Jis kam ho dhoka dena uska yaki kya karana
Jo aaya ho jaane he lene uske liye kya marana
Mohabaat me aksar yahi kyun hota hai
Mohabaat karatha jo vahi kyun rota hai
Hai khata meri kya teri chahat thi
Mujhko choda mujhko tumne rahat di
Ab naa deewano ki tarah jeeta hoon maratha hu
(Khuda ka shukriya ada karatha hoon)2
Bewafaai to tumhari aadat thi
Mujhko choda mujhko tumne rahat di
Ab naa deewano ki tarah jeeta hoon maratha hu

(Khuda ka shukriya ada karatha hoon)2

.
FM
CHOICES: AGAM KUMAR NIGAM

ALBUM : BEWAFAAI KA AALAM 2010
SINGER: AGAM KUMAR NIGAM
LYRICS: PRAVEEN BHARDWAJ
MUSIC : NIKHIL VINAY


8) BEIMAAN SANAM THA BEIMAAN MOHABAT

(Dil pe chot lagi to jane hum to yuhi the deewane)2
Hum se pehali bhi likh dale usne aur kayi apsaane
Jab ye suna to dil pe tuti qayaaamat

(Beimaan sanam tha beimaan mohabaat)2

Aankho ko na jagana na sona hai
Ab to bus din raat tumhe rona hai
Yaadon se jab tak picha na jab tak chutega
Bus rab he jaane kya kya hona hai
Uski galiyon me yuhi jata hu
Phir kuch pal mein bas wapas aata hu
Chalte chalte jab bhi thokar lagati tho
Apane he dil pe kuch tukade pata hu
Har tukade mein aag hai aise
Garami suraj me ho jaisi sare armaan mere jal gaye
Jalgayi khayish kaise kaise
ab kuch kaha toh phir suni na shikayaat

(Beimaan sanam tha beimaan mohabaat)2

Tanhayee ne jaan nikali sari
Ek ek din ab lagatha hai bhari
Baate chahe koi bhi kitani karale
Sach to yehe duniya ishq se hari
Ab to bas do char hai saanse baki
Hovese din todi raate baki
Ab to shyad hotna kuch keh payenge
Agale janam hogi baate baki
Meri saanse jab ruk jaye
Meri palake jab jhuk jaye
Lamaha bhar jinda rehaneki sari umeede utt jaye
Tab me kahun yehe unn ki nayak

(Beimaan sanam tha beimaan mohabaat)2
Dil pe chot lagi to jane hum to yuhi the deewane
Hum se pehali bhi likh dale usne aur kayi apsaane
Jab ye suna to dil pe tuti qayaaamat
(Beimaan sanam tha beimaan mohabaat)4

.
FM
CHOICES: AGAM KUMAR NIGAM

ALBUM : BEWAFAAI KA AALAM 2010
SINGER: AGAM KUMAR NIGAM/TULSI KUMAR
LYRICS: PRAVEEN BHARDWAJ
MUSIC : NIKHIL VINAY


9) KHATAM KARTA HOON PAR KHATAM HOTA NAHEE HAIN

(Khatam karata hoon per khatam hota nahi hai
Mohabaat bhi kitana ajab sil sila hai)2
(Woh bewafaa hai ye main janatha hoon)2
Per ab talak dil ussi se mila hai

Khatam karati hoon per khatam hota nahi hai
Mohabaat bhi kitana ajab sil sila hai
(Woh bewafaa hai ye main janathi hoon)2
Per ab talak dil ussi se mila hai

Khatam karata hoon per khatam hota nahi hai
Mohabaat bhi kitana ajab sil sila hai

Jab ye lage uss ko bhul gaya to chup kese aa jati hai yaade
Kuch din mein khamosh to rehatha hoon
Per kuch din mein ho jati hai baate
Jab ye lage me uss se door hui to khawbon me uss ke pass gayi
Kya mein bolu bechenika aalam karwat karwat sari raat gayi
(Dard badatha hai per dard hota nahi hai
Mohabaat bhi kitana ajab sil sila hai)2

Jab ye lage tab uss ka naam na lu
To dil ye likh deta hai sou apsaane
Palpal dhoke khaye jis se humne
Shayad abhi hai uss ke deewane
Jab ye lage na uss se aur milu
To milane ko dil karatha hai jada
Bhul se uski pass ager pohachi mein
To ye kar aatik toota wada
Chot lagati hai per jakham hota nahi hai
Mohabaat bhi kitana ajab sil sila hai
(Woh bewafaa hai ye main janathi hoon)2
Per ab talak dil ussi se mila hai

Khatam karata hoon per khatam hota nahi hai
Mohabaat bhi kitana ajab sil sila hai
(Woh bewafaa hai ye main janatha hoon)2
Per ab talak dil ussi se mila hai

Khatam karati hoon per khatam hota nahi hai
(Mohabaat bhi kitana ajab sil sila hai)2

.
FM
CHOICES: AGAM KUMAR NIGAM

ALBUM : BEWAFAAI KA AALAM 2010
SINGER: AGAM KUMAR NIGAM
LYRICS: PRAVEEN BHARDWAJ
MUSIC : NIKHIL VINAY


10) BEWAFAAI KA AALAM ME BATAO KISKO

(Bewafaai ka aalam me batau kisko
Gair ki ho mein mene dekha us ko)2
(Dard de dil badd gaya jeete ji mar gaya)3

Yaad jo aaya ishq mein mene itane din aur raate bhi
Aur usnebhi pass me bethkar payr se kitani baate ki
Kal jo mile vo aise mile vo milkar kuch aisaan kiya
Tabhi me samja ab to innhone hat kisika tham liya
Pal me kya sab kuch badala badal gaye din raat
Ek raat me chale gaye vo aur kisike pass
Iss judai ka aalam me batau kisi ko
Ghar ki bahomein mene dekha uss ko
(Dard de dil badd gaya jeete ji mar gaya)3

Kaise dekhu apane payr ko aur kisike bahomein
Chalte chalte kate he kate bich gaye meri raho mein
Ek baar bhi palat ke usne dekha nahi hai meri aur
Shaad pagal ho jaunga ab dil me hai itana shor
Ek khayal ye to bhi aata banahai kyon anjaan
Jaa jaane se pehale meri lelu us ki jaan
Aaj tanhayee ka gum me batau kisiko
Ghar ki bahomein mene dekha uss ko

Bewafaai ka aalam me batau kisko
(Dard de dil badd gaya jeete ji mar gaya)3

.
FM

Add Reply

×
×
×
×
×
Link copied to your clipboard.
×
×