Skip to main content

Reply to "LEGEND: TALAT MAHMOOD"

LEGEND: TALAT MAHMOOD

MOVIE :  TARANA 1954
SINGER: TALAT MAHMOOD/LATA
MUSIC :  PREM DHAWAN
LYRICS:  ANIL BISWAS

7) SEENE MAIN SULAGTE HAIN ARMAAN
http://cdn.newmp3mad.com/128-1...%20Hain%20Armaan.mp3

Seene mein sulagte hain armaan aankho mein udaasi chhaayi hai
Desires kindle in the heart sorrow is entrenched in my eyes
Ye aaj teri duniya se hamein Taqdeer kaha le aayi hai
Today from your world where has fate brought me

Seene mein sulagte hain armaan
Desires kindle in the heart

Kuchh aankh mein aansoo baaki hain (Jo mere gham ke saathi hain)2
Some tears in the eyes are still left, the friends of my grief
(Ab dil hain na dil ke armaan hain)2 Bas main hu meri tanhaai hai
There is the heart but no desire of the heart just me and my lonliness

Seene mein sulagte hain armaan
Desires kindle in the heart

Na tujhse gila koyi hamko na koyi shikaayat duniya se
I don't have to blame you no complaints to the world
(Do chaar kadam jab manzil thi)2 Qismat ne thhokar khaayi hai
When the destination was four steps away fate has pushed me

Seene mein sulagte hain armaan
Desires kindle in the heart

Ek aisi aag lagi man mein jeene bhi na de marne bhi na de
Fire lit in my heart won't let me live, it won't let me die
(Chup hu to kaleja jalta hai)2 Bolu to teri ruswaayi hai
If I am silent, my chest burns if I talk, then it will be your disgrace

Seene mein sulagte hain armaan
Desires kindle in the heart

Trans:Madhuri Dixit

N.B. Ab dil hain na dil ke armaan hain
now there is no heart, and no hopes, just me and my loneliness

(Do chaar kadam jab manzil thi)2 Qismat ne thhokar khaayi hai
with the end just a few steps away, my fate has suffered a blow

Madhuri, is thankful for your observation VEN

FM
Last edited by Former Member
×
×
×
×
×
×