Skip to main content

Reply to "FOREVER MOHD RAFI:"

MOHD RAFI: VOLUME 9: NUMBER 116 - 130

 

A new radiance dons your beautiful face

If my heart got excited am I to be blamed?

 

MOVIE : BAHAREN PHIR BHI AAYENGE 1966

SINGER: MOHD RAFI

MUSIC : OP NAYYAR

LYRICS: ANJAAN

 

117) AAP KE HASEEN RUKH: BAHAREN PHIR BHI AYENGE 1966

http://www.mastimag.com/download.php?song_id=23364


(Aap ke Haseen Rukh pe Aaj Nayaa Noor Hai,

A new radiance dons your beautiful face,

Mera Dil Machal Gaya toh Mera kya Qasoor Hai)2

If my heart got excited am I to blame?
Aap ki Nigaah ne Kahaa toh kuchh Zaroor Hai

Your glance has certainly said something,

Mera Dil Machal Gaya toh Mera kya Qasoor Hai,

If my heart got excited, am I to blame?


(Khuli Laton ki Chhaaon mein,

Under the shade of open tresses

Khila Khila sa Roop Hai)2

Is this budding beauty,

Ghata se Jaise Chhan Rahi

As if filtering through the cloud

Subha Subha ki Dhoop Hai

Is the early morning sun,

(Jidhar Nazar Mudi)2

Where ever the sight turned,

Jidhar Nazar Mudi Udhar Suroor hi Suroor hai,

Wherever the sight truned there is only exhilaration  

Mera Dil Machal Gaya toh Mera kya Qasoor Hai,

If my heart got excited, am I to blame?

 

Aap ke Haseen Rukh pe Aaj Nayaa Noor Hai,

A new radiance dons your beautiful face,

Mera Dil Machal Gaya toh Mera kya Qasoor Hai

If my heart got excited am I to blame?


(Jhuki Jhuki Nigaah mein

In the drooping glance

Bhi hain Bala ki Shokhiyaan)2

Also are this daring restlessness,

Dabi Dabi Hansi mein bhi

Even in the suppressed laughter

Tadap rahi hain Bijliyaan

The lightnings flashes restlessly,

(Shabaab Aap ka)2

Your youthfullness,

Shabaab Aap ka, Nashe mein Khud hi Choor Choor hai

Your youthfulness is itself drenched in drinks
Mera Dil Machal Gaya toh Mera kya Qasoor Hai,

If my heart got excited am I to blame?


(Jahan Jahan Paday Qadam

Where the feet rested

Wahaan Fiza Badal Gayi)

There the ambience improved,

Ke Jaise Sar BaSar Bahaar

As if the entire spring

Aap hi mein Dhal Gayi

Got moulded into you

(Kisi mein yeh kashish)2

This magnetism in someone

Kisi mein yeh kashish Kahaan Jo Aap mein Huzoor Hai,

This magnetism in someone, is that in you, my lady?

 

Mera Dil Machal Gaya toh Mera kya Qasoor Hai,

If my heart got excited am I to blame?

Aap ke Haseen Rukh pe Aaj Nayaa Noor Hai,

A new radiance dons your beautiful face today,
Mera Dil Machal Gaya toh Mera kya Qasoor Hai,

If my heart got excited am I to blame?

Aap ki Nigaah ne Kahaa toh kuchh Zaroor Hai

Your glance has certainly said something,

Mera Dil Machal Gaya toh Mera kya Qasoor Hai,

If my heart got excited am I to blame?


Trans: Naseer

FM
×
×
×
×
×
×