Skip to main content

Reply to "FLAMBOYANT KISHORE KUMAR"

FLAMBOYANT KISHORE KUMAR


FILM : BUDHA MIL GAYA 1971
SINGER: KISHORE KUMAR
LYRICS: MAJROOH SULTANPURI
MUSIC : R D BURMAN

 

13) RAAT KALI EK KWAAB: BUDDHA MIL GAYA 1971

http://www.mastimag.com/download.php?song_id=36889

(Raat kali ek khwaab mein aayi, aur gale ka haar hui)2
A jasmine bud came in a dream, and she became a garland
Subho ko jab hum neend se jaage, aankh unhi se chaar hui
In the morning when I awoke from sleep, my eyes met hers

Raat kali ek khwaab mein aayi, aur gale ka haar hui
A jasmine bud came in a dream, and she became a garland

(Chaahe kaho ise meri mohabbat, chaahe hasi mein uda do
Call this my love if you want laugh it off if you want
Yeh kya hua mujhe, mujhko khabar nahin, ho sake tum hi bata do)2
What has happened to me, I do not know, if you can, you tell me
Tumne kadam to rakha zameen par, seene mein kyoon jhankaar hui
You stepped on the earth, why was there a jingling in my heart?

Raat kali ek khwaab mein aayi, aur gale ka haar hui
A jasmine bud came in a dream, and she became a garland

(Yun to haseenon ke, maahajabinon ke hote hai roz nazaare
Actually I see beautiful and graceful ladies every day
Par unhe dekhke dekha hai jab tumhe, tum lage aur bhi pyaare)2
But after seeing them, you make them pale in beauty
Baahon mein le loon, aisi tamanna ek nahin kayi baar hui
Taking you in my arms is a wish that comes many a times

(Raat kali ek khwaab mein aayi, aur gale ka haar hui)2
A jasmine bud came in a dream, and she became a garland
Subho ko jab hum neend se jaage, aankh unhi se chaar hui
In the morning when I awoke from sleep, my eyes met hers

Raat kali ek khwaab mein aayi, aur gale ka haar hui
A jasmine bud came in a dream, and she became a garland

Trans:

,

FM
Last edited by Former Member
×
×
×
×
×
×