Skip to main content

Reply to "EXTREMELY SAD SONGS:"

 

EXTREMELY SAD SONGS:

 

O my heart let’s go somewhere else,

I am tired of this world of sorrow

Find me a new home.

 

MOVIE : DAAG 1952

SINGER: LATA MANGESHKAR

MUSIC : SHANKAR JAIKISHAN

LYRICS: SHAILENDRA

 

77) AE MERE DIL KAHIN AUR CHAL

http://cdn.mp3mad.info/128-252...re%20Dil%20Kahin.mp3

 

77) THE VIDEO: AE MERE DIL KAHIN AUR CHAL

https://www.youtube.com/watch?v=HomsgA6xhWw

 

Ai mere dil kahiin aur chal

O my heart let’s go somewhere else,
Gam kii duniyaa se dil bhar gayaa

I am tired of this world of sorrow
Dhundh le ab koi ghar nayaa

Find me a new home.


Ai mere dil kahiin aur chal

O my heart let’s go somewhere else,

 

(Chal jahaan gam ke maare na hoon

Let’s go where no one is unhappy,
(Jhootii aashaa ke taare na hoon)2

Where no stars of false hope is visible.
In bahaaron se kyaa faayadaa

What’s the use of springtime,
Jis mein dil kii kalii jal gai

When my heart is broken,
Zakham phir se haraa ho gayaa

And it re opens my wound

 

Ai mere dil kahiin aur chal

O my heart let’s go somewhere else,

 

Ai mere dil kahiin aur chal

O my heart let’s go somewhere else,

 

(Chaar aansuu koi ro diyaa

Tears are shed by some,

(Pher ke munh koi chal diyaa)2

Others turn around and leave

Lut rahaa thaa kisii kaa jahaan

The world of some came crashing down,

Dekhatii rah gai ye zamiin

The earth stood still and stared,

Chup rahaa beraham aasamaan

And the hard hearted sky kept quiet!

 

Ai mere dil kahiin aur chal

O my heart let’s go somewhere else,

Gam kii duniyaa se dil bhar gayaa

I am tired of this world of sorrow

Dhundh le ab koi ghar nayaa

Find me a new home.

 

Ai mere dil kahiin aur chal

O my heart let’s go somewhere else,

 

Trans:

 

 

FM
Last edited by Former Member
×
×
×
×
×
×